Suna Hai Mere Baad Wo Hasta Hi Nahi..
Badal Gaya Hai Itna Ke Pehle Jaisa Nahi..
Sab Keh Rahe Hain Mujse Laut Aao Use Sambhalo..
Qki
Wo Kisi Aur Ki Sunta Hi Nahi..!
Palko ki zid h aankho se aansu girane ki,
Dil ki zid h aapse rista nibhane ki
.
Aapko zid h agr hume bhulane ki,
To hume b zid h apko apni yaad dilane ki
Zndgi Ka Pehla Pyar Kaun Bhulaata Hai..
Ye Pehli Baar Hota Hai..
Jab Koi Kisi Ko Khud Se Badhkar Chaahta Hai..
Uski Pasand Uski Khwaaish Me Khud Ko Bhool Jaata Hai..
Akele Me Uska Naam Likh Likh Mitaata Hai..
Baat Karne Se Pehle Sochta Hai Kya Kehna Hai..
Baat Hone Ke Baad Firbi Kuch Reh Jaata Hai..
Hota Hai Khubsurat Kitna Pehla Pyar..
Par
Na Jaane Kyu Aksar Adhoora Reh Jaata Hai..!
Jaan Se Pyari Jaan Ne Hume Chhod Diya
Jaanker Jaan Ne Humse Muh Mod Liya
Kya Manga Tha Humne Ek Pyar Ke Siwa
Kya Huwi Khata Humse Jo Yun Dil Mera Tod Diya
Wade Hazaar Kiye Kyo Sab Todne Ke Liye
Kyo Tum Humse Mile Yun Muh Modne Ke Liye
Merker Bhi Khus Rehte Hum Tere Sang Oh Jaan Meri
Kyo Tune Mujhe Jine Ko Akele Chood Diya
>Meri Ankho Me Ansu
~ Fir Bhi Hotho Pe Muskan Kyu Hai ?.
~Gulshan Hai Agar Safar Zindagi ka
~To Fire Iski Manzil Shamshan Kyu hai ?.
~Jab Judai Hai Pyar Ka Matlab To Phir
~Pyar Karne Wala Hairan Kyu Hai ?.
~Achcha Karam Karna Hi Jindagh Hai
~To Burai Ka Rasta Kyu Itna Asan Kyu Kyu Hai?.
~Agre Jina He Marne Ke Liye
~To Fir Jindagi Ek Vardan Kyu He ?.
~jo Khabi Na Milega Us Se Hi Lag Jata Hai Dil.
~Akhir Dil Itna Nadan Kyu Hai ?.
~HIREN PATEL~
Bas Itni Mohabbat Kaafi Hai..
Tum Saath Raho Saanso Me Raho..
Tum Paas Raho Baahon Me Raho..
Dilme Raho Dharkan Ki Tarah..
Khwaab Me Raho Yaado Ki Tarah..
Tum Hass Ke Milo Apno Ki Tarah..!
Ik din to tujhe aana hi
padega,
Wada jo kiya nibhana
padega,
Chhod sakhiyon ka
shehar is aur,
Ik naye jahaan me aana
padega,
Dekhein kaise khud ko
rok paoge,
Chahat ki dor sang aana
padega,
Gar tu magroor hai to
hum jiddi,
Doli me baitha kar lana
padega,
“Sagar” ishq kiya koi chori
nhi,
Tadpayegi yaad to aana
hi padega…
Ab zid pe aa gaye ho to ye kaam bhi kero
Khud ko humaray naam say badnaam bhi kero
Ye kaya k in ruton mein bhi qaid_e_ana ki zid
Barpa bahaar mein koi kohraam bhi kero
Aashiq ho ger to sabar k zindaan ko torr do
Ahl_e_jahan ki saazishen naKaam bhi kero
Tark_e_tal’luq ka maatam bohat hua
Tum thak gaye ho aao kuch aaram bhi kero….