Koi wada na kar koi irada na kar,
khwaishon mein khud ko aadha na kar,
ye degi utna jitna likh diya khuda ne,
is taqdir se ummed jyada na kar.
Pritam Weds Prachi
zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.
Phulon Se Hasin Muskan Ho Apki, chand Sitaron Se Zyada Shaan Ho Apki, zindagi Ka Sirf Ek Ho Maksad Apka, ki Asman Se Unchi Udan Ho Apki. My Best Wishes