samjha na sake apko
zakham jism per hai
per bata na sake apko
maaf karna mere dost
per kismat ne hi majbur kar diya
dosti aapse ki aur
apko hi rulake dukh de diya
Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya,
Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya,
Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do,
Usne isi bahane Dil hi jala diya...
Koi wada na kar koi irada na kar,
khwaishon mein khud ko aadha na kar,
ye degi utna jitna likh diya khuda ne,
is taqdir se ummed jyada na kar.
Pritam Weds Prachi
Phulon Se Hasin Muskan Ho Apki, chand Sitaron Se Zyada Shaan Ho Apki, zindagi Ka Sirf Ek Ho Maksad Apka, ki Asman Se Unchi Udan Ho Apki. My Best Wishes
zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.