Anjane me dil gaawa baithe . . . . is pyar me kaisa dhoka kha baite . . . . . unse kya gila kare . . . . . bhul tho meri thi ke . . . . . bina dil walo se dil laga baithe . . . . . .
by Prince. . . . .
wo aye jo mayyat pe apni akho me ashu leke,
dard se humara dil tadap utha,
jab wo muskuraya mujhse dur jate hue,
kya bataye dil khushi se machal utha
Khan
AB YESI IMTIHA HOGAYI_ BHARE AASUON KE SATH AAJ YE AANK SOGAYI..MOUT AAYEGI JARUR USS SE PEHLE. MOUT KI NIND ME BHI USKA KHWAB NA AAJAYE . MEIN TO JAAN CHUKA HU AUR DOST BHI KEHTE HAIN.... TERI SANAM TO BEWAFA HOGAYI....SKT
इस दिल मैं उसके लिए इतना प्यार रहेगा की ,
वक़्त भी उसका गवाह रहेगा ,
उसका प्यार सायद किसी और के नशीब में हो ,
पर ये दिल सिर्फ उसके यादों में डूबा रहेगा ..
Haqiqat Hai Yaqeen karlo, Main use BhoOl Ker Khush HOon
Muhabbat mar Chuki Abb To, Main use Bhool ker Khush hOon
badalti raat Ki Wajha Se, Tabiyat kuch Bojhal Si hai
YuN mera haal Mat pooch main use BhOol ker KHush Hoon
meray lehejay per mat Chonkoo, meri Ankhon Main mat JhanKOo
Yun hairat se Na DekHOo, Main Use Bhool ker Khsuh hOon
gam ke sagar me kahin doob na jana...manzil na mile to tum rooth na jana.. Zindagi me kabhi kami mahsos ho shabanki to...ham zinda hain ye samjh kar bhool na jana...s.k
Wafaa ke badle bewafayi naa diya karo,
Meri umeed thukra ke inkaar naa kiya karo,
Teri mohabbat me hum sab kuch kho bethe,
Jaan chali jayegi yu imtihaan naa liya karo.
Hum uski khushi ki dua mangty rhy,
Bay hadd or bay panah mangty rhy,
Aj wo khush hy kisi or k sath,
ab samjh aya hum "KHUDA" se apny liye hi saza mangty rahey....sk
jite the kabhi hum bhi saan se. Mahak uthi thi fiza kisi ke naam se. Par gujre hai kuch aise mukaam se. Ki nafrat si ho gyi hai mohabbat ke naam se $RAAJ$
Sabne chaha unhe hum na mile ,
humne chaha unhe gum na mile ,
agar khusi milti hai use humse juda hone
me,
to yahi duaa hai , ki unhe kabhi hum na
mile...
Koh
Jaam pe jaam peene se kya faida dosto,
Raat ko peeyi huvi sharab subah utar jayegi,
arey peena hai to do boond bewafai ke p k dekh,
saari umr nashe me guzar jayegi…