Tumhara Naam Likhne Ki Izazat Chin Gayi Jab Se,
Koi Bhi Lafz Likhti Hu To Ankhe Bheeg Jaati Hai,
Teri Berukhi Ne Dil Ke Itne Tukdre Kiye Hain,
Ki
Ab Tanha Bhi Hoti Hu To Teri Yaad Nahi Aati Hai.!!
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत जलाने देना…
वो नादान है यारो… अपना हाथ जला लेगी.
Kisi ne mujh se poochha ki,
jab tumhara dil toda gaya toh tumen dard nahin hua???
Usey maine hans ke jawaab diya ki dil todne waala,
itna khush tha ki hum apna dard hi bhool gaye .
By Hareram
Meri HATHELI bhi tum apne pas rakh lo,
Jab dua mango to isko bhi utha dena,
Khushi mile to apne haath aage kar dena,
Gham mile to meri HATHELI me thama dena..
Buri bala hai Mohabbat KHUDA kisi ko na day,
Ye Tarap, Junoon, Ruswaiyaan, Aakela Pan,
Qadam Qadam pay ye Museebat KHUDA kisi ko na day,
Hai zaroori bohat Zindgani main Ishq magar,
Ay-kash is ki fursat KHUDA kisi ko na day…
koi rasta nahin dua ke siva...
koi sunta nahin khuda ke siva...
maine bhi zindgi ko kareeb se dekha hai doston...
mushkil mein koi sath nahin deta ansun ke siwa..
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…!!
Todna hota to rishta hum na banate,
Umeed nahi hoti to hum sapney na sajaate.
Aitbaar kiye hum apke wafa pe,
bharosa na hota to dil apke haath me na thamatey.
Khuda Bola:
Use Yaar Banane Ki Galti Bhi Teri Thi,
Us Par Yakeen Karne Ka Khayal Bhi Tera Tha,
Use Kyun Gam Hoga Tere Jane Ka?
Sacha Pyaar Uska Nahi,
Sacha Pyaar To Sirf Tera Tha..!!
Ghair Se Tera Aashnaa Hona,
Goya Acha Hua Bura Hona.
Kitni Jaankah Hai Zameer Ki Maut,
Kitna Aasaan Hai Bewafa Hona.
Nasha-e-Lazzat Gunaah K Baad,
Sakht Mushkil Hai Parsaa Hona.
Aadmi Ko Khuda Na Dikhlaaye,
Aadmi Ka Kabhi Khuda Hona.
Dil Ki Baton Pe Kon Jaye Faraz,
Aise Dushman Ka Dost Kya Hona
dil ke dariya me Dhadkan ki kasti hai.
khawabo ki duniya me yado ki basti hai.
mohabbat ke bazar me chahat ka sauda
wafa ki kimat se to Bewafai sasti hai.