• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Hame Anshuo Se Zakhmo Ko Dhona Nahi Aata, Milti Hai Khushi To Us Se Khona Nahi Aata, Sah Lete Hai Hai Har Gum Has Ke, Log Khate Hai Ki Hume Rona Nahi Aata. HAMIDKHAN
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kisi ki yaad ko dil me basa ke roye.,kisi ki tasveer ko sene se laga ke roye...jo wada kiya tha maine kisi se.......,ham ne unhe nibha ke roye...jis sakhs ko hamari jarurat nahi thi...ham us sakhs ko pani marji bana ke roye,.jisne hame apne kadmo tale jagah na di.,usi ki yaado ko seene se laga ke besumar roye.,s.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hasi-Hasi mai kitno ko hasa diya, hasi-Hasi mai kitne gamo ko chupa liya, haskar gaya koi hum par is tarah, ki humne zindgi bhar hasna bhula diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Phule ko raat ki rani nhi kehte ... Har kisi se Dil Ki khani Nhi kehte... Meri In, Aankho ku Nami Se Samj lena .... Har Baat ko hum jbani nhi kehte .. By : AshuTosh Choudhary
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyaar Karne Ka Hunnar Hame Nahi Aata; Isliye Pyar Ki Baazi Ham Haar Gaye; Hamari Zindagi Se Unhe Buhut Pyaar Tha; Shayad Isiliye Woh Hame Zinda Hi Maar Gaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wafa Ke Naam Se Wo Anjan The, Kisi Ki Bewafai Se Shayad Pareshan The, Humne Wafa Deni Chahi To Pata Chala, “HUM KHUD HI BEWAFA” Ke Namse Badnam The....#SK
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Thandi hai coffee garam kar lo is pathar dil ko thoda naram kar lo aap k hote hue company k msg aa rhe h hm par bhi thoda sa raham kar lo.....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Suno jaana mujhe tanha kabhi jab chhod kar jaana! Mere sapno(n), meri aankhon, …meri purshor dhadkan ko, tumhare hi liye khilte huye ghamgeen honton ko, bata jaana, . ke jaana, baad tere, mausamon ki rut badalni hai, wo aankhen jo tumhari bas tumhari muntazir thi, bahd tere unpe ab bas ashq-e-hijraan ka basera hai, wo dhadkan jo tumhari wajha se har baar dhadki, uska mustakbil andhera hai, wo lab jo muskurate they faqat tum se unhi pe gham ka dera hai, ke jaana, baad tere zindagi ki khwaahishon ne dam hi toda hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil Ne Kaha Aankh Se Dekha Karo Kam. .. Kyun Ki Dekhte Ho Tum Aur Tadapte Hain Hum .. Uss Par Aankh Ne Kaha Dil Se Socha Karo Kam. .. Kyun Ke Sochte Ho Tum Aur Rote Hain Hum....miss u #SK
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhara Naam Likhne Ki Izazat Chin Gayi Jab Se, Koi Bhi Lafz Likhti Hu To Ankhe Bheeg Jaati Hai, Teri Berukhi Ne Dil Ke Itne Tukdre Kiye Hain, Ki Ab Tanha Bhi Hoti Hu To Teri Yaad Nahi Aati Hai.!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aansu jo bah rahe hai inhe bah ne do, yah kah rahe hai dil ki baat kah ne do, bohat bewfa ho tum, yah humko malum hai, tum apni wafa ki baat apne tak hi rah ne do...........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Itna Rulaya Kisi Ne Muskurana Bhul Gye Dil Toda K Dil Lgana Bhul Gye Dunya Ne Itne Fareb Diye Risto Ke Naam Par Ab Kisiko Apna Bnana Bhul Gye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unkho yaad karne ka hisaab na aaya..meri kisi b sawal ka zawab na aaya...ik ham hi the jo sn na sake raat raat bhar.....aur us bewafa ko raat raat so kar b mera khayal na aaya.s.k.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zuban khamosh, ankhon me nami hogi, Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi, Bharne ko to har zakham bhar jayega, kaise bharegi wo jagah jaha Teri kami hogi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yadon se apki hum pyar karte hai, 100 janam bhi ap par nisar karte hain, fursat mile to likh bhejna ek SMS, usi ka to hum din raat intezar karte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Waade toh bahut hai kiye hue, mushkil waqt main chod ke chal diye, bewafa kahe unko ya khud ko bewakuf, zindagi me toh ab tanha reh gaye.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ab aansoonon ko aankhon me sajana hoga, Charaag bujh gaye khud ko jalana hoga, Na samajhna ki tumse bichadke khush hain hum, Hamein logon ki khatir muskurana hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS