Is Dil Se Wo Jate B Nahi... hakeeqat Me Hame Wo Chahte B Nahi.... auron Ke Liye Woh Rote Rahte Hain Rat Bhar..... par Shaban Ke Liye Woh Mushkurate B Nahi..,
Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah
Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah
Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga
Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah
Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon Ga,
Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah,
Mere Hee Dil Ka Makee.n Nikla Wo Shakhs “Wasi”
Aur Mein Shehar Bhar Me Dhundta Raha Usy Kisi Pagal Ki Tarah
Chup Hontho ki juban ye ansoo hote hain……
Jo chup rahte hain fir bhi behte hain…..
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye…..
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain…..
तन्हाई में चले गए जब तू नहीं मिला
आईने से गले लगे जब तू नहीं मिला
ताने मिले हैं दुनिया के तेरे ही इश्क में
हम क्या जवाब देंगे जब तू नहीं मिला
रह लेंगे दीवारों से खामोशी बाँटकर
कुछ कहने को बचा नहीं जब तू नहीं मिला
शामें तो काट लूँगी मैं उदास इस तरह
रातों को मैं रो लूँगी जब तू नहीं मिला.
वो रोए तो बहुत.. पर मुहं मोड़कर रोए..
कोई तो मजबूरी होगी.. जो दिल तोड़कर रोए..
मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकडे़..
पता चला मेरे पीछे वो उन्हें जोड़कर रोए..
Jha yaad na teri aaye wo tanhai kis kam ki,
bigde riste na bane to khudai kis kam ki,
besak apni manzil tak jana h hame,
lekin jha se apne na dikhe wo unchai kis kam ki,
Thukra k usne mujhko kaha muskura do,
Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha..
Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi,
Usne khoya woh jo sirf usi ka tha…..
Swee2
Wo phule nehi thi phul ki rupme ledki thi
wo ledki nehi thi ledki ki rupme pari thi
wo pari nehi pari ki tarha mehebuba thi
pata chala ab mehebuba kya woto dil todne wali bewafa thi.
Wo sava yaad aaye bhulane ke bad
zindagi badh gai zeher khane ke bad
dil sulagata raha aashiyane ke bad
aag thandi hui ik zamane ke bad
roshni ke liye ghar jalana pada
kaisi zulmat badhi tere jane ke bad
jab na kuch ban pada arz-e-gam ka javab
wo khafa ho gaye muskurane ke bad
dushmanon se pasheman hona pada hai
doston ka khulus aazamane ke bad
Ek Din Mili Wo Mujh Se Bujhi Bujhi Si,
Jhuki Jhuki Si,Udasion Mein Rachi Basi Si,
Jab Main Ne Poocha,Udaas Kyun Ho?
Jhuka Ke Palke Chupa ke Chehra Lagi Wo Kehne,
Udaasion Ka Sabab Tum Hi Ho,Mere Naseebo Mein
Tum Nahi Ho..!!!!
Mujhko Udaas Dekhkar Zamane
Ne Ye Sawaal Kiya, Kaun Hai
Wo Zaalim Jisne Tera Ye Haal
Kiya, Maine Kaha Wo Mohabbat
Jo Meri Uske Saath Hai, Wo Nikli
Hain Bewafa Bas Itni Si Baat Hai..!
Khush nasib hai vo log jine tu dekha karti hai...
Khush nasib hai vo log jine tu dekha karti hai... Bad nasib to hum hai, jine dekh ke bhi tu undekha karti hai.