• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • जब दर्द भी मेरे हों, और दास्तान भी मेरी तो किसे इल्जाम दूँ, किसे हाल-ए-दिल सुनाऊँ…
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • DiL Ki Kitab Me Gulab Unka Tha Raat Ki Nindo Me Khwab Unka Tha Kitna Pyar Krte Ho Jab Hmne Pucha sweet Mar Jayege Tumhare Bina, Ye Jawab Unka Tha
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo Mjhe Bhool KE Bhi Khush Hai.. Main Use Yaad Kar Ke Bhi Rota Hun... Uss K Dil Mein Thori si Jagah Mangi Thi.... Us Nae Tanhaiyon Ka sara Shehar Mere Naam Kar Diya
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh Jab Bhi Mujh Se Milti Thi...! Har Bar Masomiyat Se Mujh Se Pucha Karti Thi...! Ke Tum Mere Hi Ho Na...??? Aur Main Har Bar Us Ke Chehre Ko, Apne Haathon Se Chu Kar Qasam Khaya Karta Tha...! Par Kash...! Maine Bhi Ek Bar Us Se Pucha Liya Hota... Ke Tum Mere Hi Ho Na.....?
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanha bebas raha na inkar na izhaar raha, Farq sirf itna tha dosto ki, "WO MITTI KE UPAR BEHISAB ROTI RAHI, OR MAIN MITTI K NEECHE CHAIN SE SOTA RAHA".
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Shikvay Bhi Hazaron Hain Shikayat Bhi Bohat Hai Is Dil Ko Magar Os Say Mohabbat Bhi Bohat Hai Aa Jata Hai Milne Woh Tasawer Mein Sar-e-Sham Ik Shaks Ki Itni Si Enayat Bhi Bohot Hai Ye Bhi Hai Tammanna K Osay Dil Se Bhola Dein Is Dil Ko Magar Us Ki Zarorat Bhi Bohat Hai
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • is aas me chala jaaunga main ye jahan chhodkar ki shayad mera marna hi kuchh kaam aayega shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar jis pal tere paas meri maut ka paigaam aayega
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard-e-dil mein gam ki kaliya khilti hai, Ab toh tanhai bhi aksar humse milti hai, Usane band kiya jabse yaad karna,hame. Tab se Humari parchhayi bhi humse ruth kar chalti hai koh.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki, Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki, Apna dard kise dikhau aye dost, Dard bhi usine diya jo wajahthi muskurane ki Swee2
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek bewfa se dil lagaya. Shise ki tarah tod diya. Jab mene dil joda tab paththar ki tarah pakad lia tha. Jab pyar toda tab ek shise ki tarah
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ab wafa se mukar gya hai Dil, Ab mohabat se dar gya hai Dil, Ab saharon ki baat mat krna, Ab dilason se bhar gya hai Dil, Jab bulate thy zinda dil thy hum, Ab na aao k mar gya hai Dil, Ab wo pagal pan na wehshat hai, Chot kha kha kar sambhal gya Hai dil.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai . Sweet
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yaad mein teri ankhe bhartahai koi. Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi. Maut aisi cheez hai jisko aana hi hai. Lakin teri judai mein har roz marta hai koi..!!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Humne bhi pyar kia tha Thora nahi besumar kia tha Hamari to jindegi hi badal gayi Jab usne ye kaha ki are pagal maine to majak kia tha
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Farz Tha Jo Mera Nibha Diya Maine; Usne Jo Maanga Wo Sab Diya Maine; Wo Sunke Gairon Ki Baatein Bewafa Ho Geya; Samajh Kar Khawab Usko Aakhir Bhula Diya Maine!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek bewafa se wafa ki ummeed rakhi hai, Is dil me saja kar unki ek tasveer rakhi hai, Na de sake wo insaaf hamari wafa ko, Fir bhi kadmo mein unke hamne hamari takdeer rakhi hai. Nadani pyar mein hamne esi kar rakhi hai, Ke ik bewafa se wafa ki ummeed rakhi hai.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS