• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Wo the BEWAFA hum samajh na sake, Unpe apna dilo-o-jaan lutate rahe, Pyaar hota hai sachha yahi sochkar, Bewafai se nazren churate rahe...
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mout ney to nahi zindagi ney bohat sataya hai Tujhay jitna bholay tu utna hi yad aya hai Tu kiun is baat ko aksar bhool jata hai Bars’on minat’on key bad tujhay paya hai Is dil mein koi aur is liye nahi rehta Key meray dil pey tera saya hai Mein tujhay kia baton ‘Gul’ key Mein ney tujhay kho ker kiya khoya h.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zamana bara bewafa hai is ka aitabar mat kerna Khod ko bhol jana magar kisi ka intezar mat kerna Agar wo kabhi bhol ker laut aaye to Is ki muhabbat ka iqraar mat kerna Yehi is zamaney ka dastoor hai ‘Gul’ key Khud ko kisi key liye barbad mat kerna
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hotho pe khili thi hasi , Ankho me dard soya tha, Zakhm dene walo ko kya pata tha, Hasne wala kisi ki yaad me, Kitna roya tha.......
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hume Chahat Nahi Chaand Taaro Ki, Tamnnaye Adhuri Hain Hazaro Ki, Wo Waqt Se Pehle Hi Tera Chale Jana, Hasrate Hi Reh Gayi Tujhe Gale Lagane Ki!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Choti si galat fehmi kar degi juda hum ko Halaat itne badal jayenge, maloom na tha hum ko, Kya bas yeh rishta itna kamzor tha humara ? Jise chaha pal bhar mein tod diya is ko Jo ek lamhe ke liye bhi door na hote thai Aaj le jana pada unhein judai ke ghum ko Kabhi apne hi raste per bichaye thai hum ne phool Aaj kaantey bichaye khud hi jaga dee pathar ko Ab to ek dard aur takleef rehti hai is dil mein koi to aaye, marham lagaye is zakhm ko.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • मोहब्बत दर्द-ए-दिल की ऐसी दवा है... मिल जाए तो मर्ज़ खत्म और ना मिले तो मरीज खत्म khan
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ki Thi Umeden Buhat Tujhe Pane ki,,,, Na Mili Hasaratain Tere Honthon Ko Chhune ki,,,, Hum Tu Lut Gaye Tere Husan pe,,,, Hum Tu Gayal Hue Teri In Aadaon Pe,,,, Tere Liye Bane Deewane Hum,,,, Tere Liye Bane Pagal Hum,,,, Chahte The Hum Tumhain Dilo-O-Jaan se,,,, Jab Chala Pata Mujhe Ho Gayi Hei Shaadi Tumhari,,,, Hum Tu Rote Reh Gaye Tere Wadon Pe Barosa Kar Ke....
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Cute Answer When A Girl Asked Her Ex.. Girl - Do U Still Love Me?? Boy - Pyar Ka To Pta Nahi, Lekin Mere Dost Aaj Bhi Mujhe Teri Kasam Dete Hain..!!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kisi ki yaad ko dil me basa ke roye.,kisi ki tasveer ko sene se laga ke roye...jo wada kiya tha maine kisi se.......,ham ne unhe nibha ke roye...jis sakhs ko hamari jarurat nahi thi...ham us sakhs ko pani marji bana ke roye,.jisne hame apne kadmo tale jagah na di.,usi ki yaado ko seene se laga ke besumar roye.,s.k
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • mohabbat ke b kuch raaz hote hain.? Jagti aankho me b khuwab hote hain..? Jrouri nahi gam me hi aanso aaye....? Muskurati aanko me bi sailab hote hain..?
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi Guzar Rahi Hai Uss Ke Khayalon Mein Ajeeb Si Ik Laali Thi Uss Haseen Ke Gaalon Mein Socha Tha Bhool Jayenge Uss Bewafa Ko Hum Lekin Eik Bhi Yaad Na Mit Saki Dekho Itne Saalon Mein!!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • सुना था.. मोहब्बत मिलती है, मोहब्बत के बदले | हमारी बारी आई तो, रिवाज हि बदल गयी.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitni Mayoos Si Sada Hoti He..! Palat Ke Dekho To Hawa Hoti He..! Wo Mujhe Zindgi Ki Tarha Lagta He Magar Zindagi Bhi To Bewafa Hoti he?!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jindagi ek saza si lagne lagi gam ki andhiyo mein iskadar uljhane lagi galti hamari bhi thi ki hamne pyar ka izhar na kiya aur woh kisi aur ko chahne lagi
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • tadap ke dekho kisi ki chahat me! to pata chalega ki intajar kya hota hai yu hi mil jaye koi bina chahe to kaise pata chalega ki pyaar kya hota hai.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabhi hamne unhe nahi samja to kabhi wo hame samjh nahi paye pyar ki rahon mein the gardishon kesaye unse bichhadkar hum tadpte rahe kabhi hamne nahi bulaya to kabhi wo nahi aaye...
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har pal mohabbat ke kisse ajeeb hote hain. Dard hame hota hai nind se wo sote hain. Karna bewafai unhe aasaan lagta hai... Unhe kya pata hamari aankhe chupkese roti hai... Faasle ki koi fark nahi unhe_ Wo to hame dikhake dil kahi aur dete hain. SKT
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haqiqat Hai Yaqeen karlo, Main use BhoOl Ker Khush HOon Muhabbat mar Chuki Abb To, Main use Bhool ker Khush hOon badalti raat Ki Wajha Se, Tabiyat kuch Bojhal Si hai YuN mera haal Mat pooch main use BhOol ker KHush Hoon meray lehejay per mat Chonkoo, meri Ankhon Main mat JhanKOo Yun hairat se Na DekHOo, Main Use Bhool ker Khsuh hOon
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS