Kisi bhi zakham ka dil per asar na tha koi
Yeh baat jab ki hai jab chaaragar na tha koi
Banaye jaaon kisi aur ke bhi naksh-e-qadam
Yeh kyon kahoon ke mera hamsafar na tha koi
Jindagi ek saza si lagne lagi
gam ki andhiyo mein iskadar uljhane lagi
galti hamari bhi thi ki hamne pyar ka izhar na kiya
aur woh kisi aur ko chahne lagi
Mere dil ko todakar tum jaaoge jahan,
Meri baate yaad tumako aayegi wahan,
Main to apna samajhkar tumhe maaf kar dunga,
Magar maaf na karega tumako ye jahaan,.
Woh Bewafa Hamara Imtihaan Kya Legi,
Milengi Nazron Se Nazar Toh Nazar Jhuka Legi,
Use Meri Kapar P Diya Jalane Ko Math Kehna,
Woh Nadaan Hain Doston Apna Haath Jala Legi
Kiya batau mera haal hai kaisa,
Ek din guzarta hai ek saal jaisa,
,
Tadapta hun Isqadar tumse bichhad kar paglon jaisa,
,
Mera tan banta ja raha hai kankaal jaisa.....!
Her lamha gujar jaata hai jab koi apna begana nazar aata hai,
.
Yu to awaz aati hai, her shishe ke tutne se,
.
Per kabhi bin awaz ke bhi sub kuchh tut jaata hai.
Rishtay Bikhar Rahay Har Aaan Kaisay Kaisay
Dekho Badal Rahay Hain Insaan Kaisay Kaisay
Gullshan Ko Ab Khizaan Ki Kaisay Nazar Lagi Hai
Khaali Parry Hain Harsoo Gulldaan Kaisay Kaisay
Aouqaat Meri Kia Hai Uss Mah-E-Jabeen K Aagay
DIL Jaan Kar Gaye Hain Qurbaan Kaisay Kaisay
Tabeer Ki Tamnaa Ek KhuVaab Hi Rahay gi
Tootay Hain Dil K Kitnay Armaan Kaisay Kaisay
Ikhlaas Ki Tamnaa Say Baaz Ab To Aajaa
Jhelay Hain Mir Tum Nay NuQsaan Kaisay Kaisay
वो रोए तो बहुत.. पर मुहं मोड़कर रोए..
कोई तो मजबूरी होगी.. जो दिल तोड़कर रोए..
मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकडे़..
पता चला मेरे पीछे वो उन्हें जोड़कर रोए..
Agar Aanso Baha Daita To us K Paas Kya Rehta�
Woh Mujhko Hosla Daita To Us K Paas Kya Rehta�
Nishaan Mujhko BNahin Milta Koi Us Tak Puhunchnay Ka
Mujhay Apna Pata daita To Us K Paas Kya Rehta
Musaafir Saaray Hi Phal Khaa K Apni Raah Chal Detay
Shajar Tehni Jhuka Deta To Os K Paas Kya Rehta
Meri Yaadon Ne Hi Ab Tk Osay Abaad Rakha Hay
Woh Mujhko Bhi Bhula Daita To Us K Paas Kya Rehta