• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kaise Bhula Du Mai Teri Yaad Ab To Mumkin Nahi Bhulana Teri Yaad.. Kabi Thay Hum Deewane Tere Naam Ke.. Aaj Teri Chahat Ne Kiya Hume Barbaad..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Rehte Hain Hum Door to Kya Hua, Hum Juda to Nahi, Baat Nahi ker Sakte to Kya Hua, Hum Khafa to Nahi, Na Nilna Hamari Majboori Hai, Per Hum Bewafa to Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ज़ख़्म जब मेरे सीने के भर जाएँगे; आँसू भी मोती बनकर बिखर जाएँगे; ये मत पूछना किस किस ने धोखा दिया; वरना कुछ अपनो के चेहरे उतर जाएँगे।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Usne akhri mulaqat krke, meri zindgi ki raat kardi..! Abhi thik se usko jana bhi nahi tha, ki usne jane ki baat kardi..! Jise naaz tha gurbat pe meri, Usne shaan paiso ki dikha kr, zahir meri aukaat kardi..! Jiske lahjey me sirf hum tum hua karte the.. Aaj usne sharminda mujhe, puch kar meri jaat kardi..! Jiski chahat me maine zamana chhoda, "aaj usne mujhe chhod kar, wahi siyasat mere sath kardi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Shaks Paas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe, Is Baat Ka Malaal Hai Shikwa Nahi Mujhe. Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Duun, Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe.. Pathar Samajh Kar Paaon Se Thokr Laga Dia, Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe. Kya kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay, Us Ne To Aankh Bahr Ke bhi Dekha Nahi Mujhe...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • pyar k ujale me gum ka andhera ku h. Jisko hum ne chaha wahi rulata ku h. Mere rubba agar wo mere naseeb nahi to. Khuda aise logon se hume milata ku h.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Dil ka raz hota hai Har baat ka ek andaz hota hai Jab tak na lage bewafai ki thokar Har kisi ko apni pyar par naaz hota he
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nikal aty hain ansu rone se pehly, Toot jate hain? sab khawb sone se pehly, kehty hein k pyar ik saza hy, kash koi rok sakta pyar hone se pehly,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabhi Hum Bheegte Hain Chahaton Ki Taiz Baarish Mein, Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Se Ranjish Mein, Tumhi Mein Dewtaon Ki Khu Boo Nahin Thi Warna, Kami Koi Nahin Thi Mere Andaaz-E-Parastish Mein….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • dekhna hai mere sabra ki intha kaha tak hai. ? ? tu sitam kar teri takat jaha tak hai. ? ? wafa ki ummed jinhe hogi unhe hogi.? ? mujhe dekhna hai tu bewafa kaha tak hai.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • >Tere har shikva ko teri adda mana >Tere har bewafai ko apni khata jana >Na karenge mohabaat kabhi ab >Chahe unhone ab hame apna maana.!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zara si baat par barson ke yaraane gaye, Lekin itna to hua ki kuchh log pehchane to gaye. Garmi-e-mehfil fakat ek nara-e-mastana hai, Aur woh khush hain ki is mehfil se diwane to gaye. Main ise shohrat kahun, ki apni ruswai kahun, Mujhse pehle us gali mein, mere afsane gaye. Vehshatein kuchh is tarah apna mukaddar ho gayin, Hum jahan pahunche, hamare saath veerane gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Farz tha jo mera nibha diya maine, usne jo manga vo sab diya maine, Wo sunke gairon ki baten bewafa ho gaya, samajh k khwab usko akhir bhula diya maine
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is Dil Ne Ab Pyar Karna Chod Diya; Jis Din Se Tum Ne Ye Dil Tod Diya; Ab To Ro B Nahi Sakte Apni Be-bashi Pe; Isliye In Ankho Ne Ab Rona B Chod Diya!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • sath na sahi tanhaiya to milti hai, mulakat na sahi judayi to milti hai, kon kahta hai pyar me kuch nahi milta, wafa na rahi bewafayi to milti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere Dard Se Bhare Paimane Yu Chalak Jate Hai, Reh Reh Kar Tere Kisse Yaad Aate Hai, Kehte Hai Waqt Har Gum Ko Bhar Jata Hai, Par Na Jane Kyu Mere Zakham Or Gehre Ho Jate Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS