मेरे बाद किधर जाएगी तन्हाई
मैं जो मरा तो मर जाएगी तन्हाई
मैं जब रो रो के दरिया बन जाऊँगा
उस दिन पार उतर जाएगी तन्हाई
तन्हाई को घर से रुख़्सत कर तो दो
सोचो किस के घर जाएगी तन्हाई
वीराना हूँ आबादी से आया हूँ
देखेगी तो डर जाएगी तन्हाई
यूँ आओ कि पावों की भी आवाज़ न हो
शोर हुआ तो मर जाएगी तन्हाई
Swee2
Ae dil kissi ki yaad mein rona fazool hai
ye aansoo bade anmol hain inhe khona fazool
hai
royo to unke liye
jo tum par nisaar hain
unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hain…
Yoon Badi Der Se Paimaana Liye Baitha Hoon
Koi Dekhe Vo Ye Samajhe Piye Baitha Hoon
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Waale
Main Abhi Tak Tasveer Liye Baitha Hoon
Kasamkhan
Abhinav Shukla9648933206
Aaj jarurat hai jiski wo paas nahi hai,
Ab unke dil me wo ehsas nahi hai,
Tadapte hai do pal baat karne ko,
Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi hai.......By The decentabhi
Koi kehta hai ham pathar dil hai,
Koi kehta hai hamare pas dil nahi hai,
Magar ham kehte hai hamare pas b dil tha,
Magar jo dil le gayi wo pas nahi hai...
Kaha karti thi mujh se ki koi dua hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main,
Kabi ek lamha tak jee nai pati thi mere bagair,
Aur aaj kahti hai mujko ki ek saza hu main,
Yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya hai,
Lagi mashuq ki mehndi aur aashiq rota aaya h,
Magar riwaz bhi ye ulta kar dikhaya maine,
Bina chahat ke hi kisi ki maang bhar di maine,
Kiya hai jo bhi espe khud se hi khafa hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main...
Sam_hashmi