हाल अपने दिल का,
मैं तुम्हें सुना नहीं पाती हूँ..
जो सोचती रहती हूँ हरपल,
होंठो तक ला नहीं पाती हूँ..
बेशक बहुत मोहब्बत है,
तुम्हारे लिए मेरे इस दिल में..
पर पता नहीं क्यों तुमको,
फिर भी मैं बता नहीं पाती हूँ..
Barish me bhig ti hui ek ledki sham ki waqt bhigi puri tarha se aur achhanak se rone lagi....
Chikhte hue kehene lagi....
Badal.... unse kehena me itni unhe yaad karti hun k mere dil ka dard aansu ban k nikal aaya... Tujhe v dard hua isi liye aaj tune ro ke duniya ko bhiga diya.... I Love you...
(B4I)
Meri Chahat Ko Chahe Musibat Kehna,
Apni Nazar Ko Mere Liye Nafrat Kehna,
Par Akele Me Jab Ansoo Bhari Aankhe
Meri Yaad Dilaye,
To Jaan Use Meri Mohabbat Kehna.
Wat is love subah uth k ankhe kholne se pehle jiska chehra dekhne ki ichcha ho wo pyar h mandir me darsan krte waqt kisi k pas khade hone ka ehsas wo pyar hai
Bhut Khoobsoort Ho Tum, Kabhi Mai
Jo Keh Doo Ki Hume Mohobbat
Hai Tumse, To Mujhe Khuddaar
Mat Smjhna, Ki Meri Jroort Ho
Tum, Bhut Hi Khoobsoort Ho Tum.
Mujhe kisi k tasawur mein doob jane do...
Bahut nahi thoda sa hi jal jane do...
Main janta hoon muhabbat nahi usse mujse...
Magar main khush hoon mujh ko fareb khane do...
Main bhul jao usko yeh toh ho nahi sakta...
woh bhulta hai mujhe toh bhul jane do...
Meri wafain kal usse bahut rulaengi...
Meri wafa pe usse aaj muskurane do..
कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंग
Kyo Namumkin Si Lagti Hai Yeh
Zindagi Tumhare Bina...
Kyo Har Khwab Lagta Hai Adhura
Tumhare Bina...
Kyo Yeh Din Lagte Hain Sadiyaan
Tumhare Bina...
Tum Mere Pass Bhi Nahi, Tumhare
Aane Ki Koi Aas Bhi Nahi...
Mumkin To Nahi Mager Kaatni To
Padegi Hi Zindagi Tumhare Bina...!!
Sans lene se uski yaad ati hai,
Na lene pe jaan jati hai,
Kaysa kehe dun ki sirf sans ke sahara zinda hun,
Kambakt sans bhi to uski yaad k baad hi ati hai..!!
सिर्फ मोहब्बत को पाना ही मोहब्बत
नहीं होती,
कभी तुम भी कर लेते ऐतबार तो ये दुरी न
होती,
माफ़ कर देना गलतियों को मेरे,
तुम्हे चोट पोहचे ऐसी कभी मेरी तमन्ना
नहीं होती.
Saza Itni Lambi Na Ho Ki Wo
Saza E Maut Ban Jaye
Pyar Itna Na Karo Kisi Se Ki Wo
Sar Chad Jaye
Doston Dilme Na Basaao Kisi Ko
Itna Ki Wo Dard E Dil Ban Jaye..!
Wo Ishk To Karti Hai Par Janon
Nahi Karti, Wo Katal To
Karti Hai Par Khoon Nahi Karti,
Is Kadar Kanjoos Hai Meri
Chahne Wali Mis Call
To Karti Hai Phone Nahi Karti ?
Khamusi ek saja hai....
Pyar ke gahra dard hai ye....
Honto mai lage hue muskurahat....
Pyar ke ek pechan hai ye....
Dosto aaj keheta hun....
Mere in ansu-o ke malik hai ye....
Zindagi Se Chale Hai Elzam Lekar.. Bohot Jee Chuke Unka Naam Le Kar.... Akele Bate Karenge Wo In Sitaro Se... Jab Ham Chale Jayenge Unhe Ye Sara Aasma De Kar..