• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • MUJHE TO BHAROSA H... PHIR Q DIL ME YE GUM JHOOM JATE HAI MAI KAHTA HU TU GALAT HAI PAR DIL KAHTA HAI TUJHE NAHI MALUM JIN LABO PAR TU BHAROSA KARTA HAI AKSAR UNHI LABO KO KISI K LAB CHOOM JATE HAI
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai, Ghar Hai Kaccha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai. Tere Tohfe Ne Toh Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye, Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hain..!! Pyaar Ko Chhod Kar Tum Aur Koi Baat Karo, Ab Mujhe Pyar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Muhabbat Ke Khatir Duniya Se Mooh Modi… Riste Tode Aakir Ghar Chodi.. Per Tumne Yeh Kiya Kiya? Muje Akela Choda, Kahi Dinon Se Na Kath Na Mulakath… Tumari Yadoon Se Roolaya, Din Aur Raat… Na Sukh Na Dukh Mein Diya Sath, Zindagi Ke Pehli Qadam Mein He… Chod Diya Mere Hath
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • es duniy me har kisi ko pyer nhi milt,? milt hai jise usko pyer par visavs nhi hota roti hai duniy apno ke liye apne mile to us par kisi ko visavs nhi hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Breast-E-Man Not Good To Go Again And Again, Not The Best Of The Round Veils To Heart. You Mortar Gar Put Courage In The Head, Then The Beater No Good Jitter From Injury. The Slope Is Not Possible To Come Back, Not Increase It Best To Move On Slope. Gar To Keep Intact Its Well Known "Enter", So Do Not Delude Yourself Any Good Lover.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • चूम कर कफ़न में लिपटें मेरे चेहरे को, उसने तड़प के कहा…. . . नए कपड़े क्या पहन लिए, हमें देखते भी नहीं’…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muskil Nhi Duniya Me Kuch Bhi, Phir Bhi Log Apna Vada Tod Dete Hain, Aagr Dil Se Ho Rista Or Sachi Ho Dua, To Sitare Bhi Kisi Ke Liye Khud Ko Tod Dete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu; Tu Bata Teri Yad Aye To Mai Kya Karu; Hasrat Hai Tujhe Ek Nazar Dekhlu; Lekin Kismat Wo Pal Na Laye To Kya Karu??
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dil Ka Dard Kisne Dekha Hai. Mujhe Bas Khuda Ne Tadapte Dekha Hai. Ham Tanhaiyon Me Baith Rote Hain Aksar. Logon Ne Hame Sirf Maihfil Me Haste Huwe Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har pal haske jiya karte hai, Tumse dil ki har baat kiya karte hai, Tum khaas ho humare liye, Isliye to har waqt aapko yaad kiya karte hai.. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tamana Se Nahi Tanhai Se Darte Hai, Pyar Se Nahi Ruswai Se Darte Hai, MiLne Ka Mann To Bahut Karta Hai, Lekin MiLne Ke Baad Judai Se Darte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhule hai aap hame kuch is tarah ki, aapko samajhna bhi mushkil ho gaya, Kya pata koi khata ho gai humse, Ya koi aur aapke karib ho gaya...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Har Ek Pal Khoobsurat Hai, Dil Me Mere Sirf Teri Surat Hai, Kuch Bhi Kahe Ye Duniya Gham Nahi, Duniya Se Jyada Mujhe Teri Zarurat Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum to chalte hain lo khuda hafiz butkada ka buton khuda hafiz kar chuke tum nasihaten hum ko jao bas naseho khuda hafiz aj kuch aur tarah par un ke sunate hain guftagu khuda hafiz bar yahi hai hamesha zakhm pe zakhm dil ka charagaron khuda hafiz aj hai kuch ziyada betabi dil-e-betab ko khuda hafiz kyon hifazat hum aur ke dhundhen har nafas jab ki hai khuda hafiz
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pal Pal Uska Saath Nibhate Hum Ek Ishare Pe Dunya Chhor Jate Hum Samandar K Beech Me Pohanch Kar Fareib Kya Usne Wo Kehte To Kinaare Pe Hi Doob Jate Hum_
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khushi Mile To Muskura Nahi Sake, Aur Gum Mile To Aanshu Baha Na Sake, Is Jindagi Ki Yehi Raj Hai, Jise Chaha Use Paa Na Sake Aur Itna Chaha Ki Bhula Na Sake!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saza Dene Wale Raaz Pochte Hain, jine Ki Ham Se Wajh Pochte Hain, dete Hai Zaher Khud Hi Hamko phir Usi Zaher Ka Maza Pochte Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Paas Jaane Deta Hai Na Door Us Se Hone Deta Hai, Na Dil Se Mere Noor Uskakhone Hi Deta Hai. Na Jaane Kesi Likhi Hai Kismat Khuda Ne Meri, Na Dil Se Muskurane Deta Hai Na Khul Kar Mujhe Rone Hi Deta Hai. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • DiL Me Baj Rahe Hai Taar Tere Naam Ke, Aankho Me Hai Sitare Tere Naam Ke, Meri Taraf Mudkar To Dekho, Tum Bin Hum Nahi Hai Kisi Kaam Ke.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dour Wadiyaon Me Dhundle Badal Chupkar Parbat Se Milne Ka Milne Ka Intzar Karte Hain.. Dil Me Tamam Hashratayan Liye Hum Bhi Aapka Intzar Karte Hain..!Message To All Boys! Girl May Not Help You To Get A Good Salary. But, Salary May Help You To Get Lots Of Good Girls. So Love Your Work Not Girls. ;)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS