• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Arzoo Hamesha Adhoori Nahi Hoti, Dosti Mein Kabhi Doori Nahi Hoti, Jinke Dil Me Aap Jaise Dost Rahte Hain, Unke Liye Dhadkan Bhi Zaroori Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tera Mujh Pay Ikhtiar Baqi Hay Deikho Kaisa Hisar Baqi Hay Koi Chala Gia Phir Bhi Dil Rastay Pay Gubar Baqi Hay Ye Khab Hay Ya Ehad Koi Jis Ka Muj Pay Bar Baqi Hay Aankh Mien Dhoaan Sa Rehta Hay Aag Ki Koi Pukar Baqi Hay Zindagi Ki Kari Piaas Mien Sajid Aur Kis Ka Intizar Baqi Hay...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hatho Ki Lakiro Par Aitbaar Kar Lena Bharosa Ho To Hado Ko Paar Kar Lena Khona-pana To Nasib Ka Khel Hai Dil Jise Apna Le Usise Pyar Kar Lena.! Raj kumar RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mehfil Mein Hansna Mera Mizaz Ban Geya; Tanhai Mein Rona Ek Raaz Ban Geya; Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya; Yahi Mere Jeene Ka Andaaz Ban Gaya! RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaash koyi hum par bhi itna pyaar jatati, Piche se aakar wo hamari ankho ko chupati, Hum puchhte ki kaun ho tum…?? Aur wo has kar khudko hamari jaan batati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Her ek chehre per guman tera tha, Basa na koi Dil me ye khali Makan tumhara tha, Tamam dukh mere Dilse mit gaye lekin. Jo na mit saka wo ek naam tumhara tha. Poonam
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • सुनो! बार बार मेरी प्रोफाइल खोल के #तस्वीर ना देखा करो… नज़र मोहब्बत की होगी तो नज़र लग जाऐगी !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Socha tha zindagi tum ho ab sochta hun zindagi ke bina zinda kese hun???? har rat har din tum bin, har gam har khushi tum bin, Tanhai judai mujhe jo di he, ab dekh lo es dil ko, kese dharakta he tum bin????har taraf khamosi hai kitne dard uthaye huye hain tum bin...skt
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log Meri Mohabbat Ko Fakeeri Samajhte Hain, Aye Sanam Ye Sach Hai Ki Tujhe Paane Ke Liye, Mai Roz Khuda Se Bheek Maangta Hu.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Parchaee Aapki Humare Dil Me Hai, Yaade Aapki Humari Aankhon Me Hai. Kaise Bhulaye Hum Aapko, Pyar Aapka Humari Saanson Me Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log Kehte Hai Bhoola Do Usko, Kyuki Usne Ki Tere Sath Bewafai Ki Hai, Mgr Ye Nadaan Log Kya Jane, Pyar Karke Bhoola Dena Kon Si Acchai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Dhadkane Tujhko Paane Ki Minnate Kiye Jati Hai, Ke Saans Labo Par Aakar Ruk Si Jati Hai, Mai Wo Manzil Hu Jo Aksar Dekhti Hai Teri Raahe, Jab Jab Mudta Hai Tu Kahin Aur To Meri Aankh Bhar Aati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kali Girlfriend Ko Gori Karne Ke 5 Tarike . . . . . . . . Muje Pata tha Tum Zarur Parhoge. Kali GirlFriend Wale.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • dhokha diya tha tb tumne mujhe, tb dil se me naraj tha, fir socha dil se tumhe nikal du, mgr wah kambhkhat dil bhi tere pass tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • The Best Thing In Life Is Having A Loving Partner In Your Life ... Who Won’t Walk Away In Your Darkest Moments ... And Loves You Exclusively..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Todte Raho Dil Tum Kaanch Ki Tarah.. Hum Toot Kar Bhi Sirf Tumhe Chaahenge.. Kya Hua Gar Tumhe Paa Na Sake.. Tumhe Paane Ki Zid Liye Hi Hum Mar Jayenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Kese Mumkin Hai Keh Zindagi Main Gham Na Mile Koi Hamain Na Mila Kisi Ko Ham Na Mile Kia Chal Chali Hai Mere Muqadar Ne Muj Se Payar Tera Mila Magar Tum Na Mile
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaash Khuda Ne Mujhe Aansu Banaya Hota, Or Unke Aankho Me Basaya Hota, Chalak Kar Girta Main Umke God Me, Kam Se Kam Marne Ka Maza To Aaya Hota!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS