Saamne Na Ho To Tarasti Hai Aankhe,
Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhei?.
Mere Liye Nahi Inke Liye Hi Aa Jaao,
Aap Ka Bepanaah Intezaar Karti Hain Aankhe !!!
Nafrat Bhi Hai Tumse, Mohabbat Bhi Hai
Tumse;
Par Meri Mohabbat Nafrat Pe Haavi Ho
Jati Hai;
Tumse Door Jaane Kee Meri Har
Koshish;
Na Jaane Kyon Mujhe Tere Aur Kareeb
Le Aati Hai!
Roop Hai Ya Roshni Jo Dil Ko Jalati Hai
Paas Ho Dil Ke Kareeb Tum Magar
Sapno Me Aakar Kahi Door Tum Chali Jati Ho
Hokar Yaado Me Saath Aksar Tum Kehkar Chali Jati Ho….
Jaha dekhu samne nazaar ati hotum
Pyaar ki parichayiyo se hameshayaad ati ho tum.
Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum
Mere pass ake muskurati ho tum..
Mohabatt ki in raho me ake tadapati ho tum
Pyaar hume de kar dur cheli jati ho tum
Us Jaisa Moti Samundar Me Nhi
Hai, Wo Cheez Maang Rhe Hai
Jo Mukadar Me Nhi Hai, Kismat
Ka Likha To Mila He Hai
Hume.. Dua To Us Cheez Ke
Hai Jo Kismat Me Nhi Hai..!
महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!
Apne Dil Ki Suno,
Afwaaho Se Kaam Na Le,
Mujhe Yaad Rakh Beshak Mera Naam Na Le,
Tera Vahem He Ki Me Bhula Dunga Tujhe,
Meri Koi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le.
By - Silent love.
Log Kahete Hai Ki,,,,,,?
╰☆»
"Hathon Ki Lakiron" me Kami Ho Toh
"Taqdeer" Mein "Mohabbat" Nahi Hoti,
╰☆»
Par Sachchai To Ye Hai Ki,
╰☆»
Jo "Hathon" Mein Ho Agar Apne "Pyaar" ka "Haath" Toh
Lakiron Ki Bhi Jarurat Nahi Hoti...