Udas nazro me khwab milenge,
Kahin kaante to kahin gulab milenge.
Mere dil ki kitab ko apni nazro se padh k dekho,
Kahin apki yaade to kahin sirf aap milenge
Tumko Chuke Bhi Chune Ko Karta
Hai Dil, Paake Bhi Paane Ko
Karta Hai Dil Awaargi Aane Lagi,
Sansoo Mein Khusboo Chahne Lagi
Dil Pe Dewanagi Chah Gai Is
Kadar, Band Ankhoon Se Bhi
Mujhko Aaye Nazar, Kaise
Kahein Hume Kitni Mohabbat Hai.
Pyaase Ko Chaar Boond Pani Hi Kafi
Hai, Ishq Me Chaar Din Ki
Zindagani Hi Kafi Hai, Marna Ho
To Samandar Me Kyu Jaana, Unki Palko
Se Tapakta Huva Ek Aansu Hi Kafi Hai.
Sab Khushiyan Tere Naam Kar Jaayenge,
Zindgai Bhi Tujh Pe Kurbaan Kar Jaayenge.
Tum Roya Karoge Humen Yaad Kar Ke,
Hum Tere Daaman Mein Itna Pyar Bhar Jaayenge ...!!
Aa Kahi Saamne Zara To Tujhko
Aankhon Mein Basa Lu, Har Khwab
Ko Apne Teri Yaadon Se Saja Du,
Nigahon Mein Basakar Dhadkano
Ko Tera Pata Du, Phir Unhi Ke
Sahaare Saari Zindagi Bita Du.
Ishq aur Dosti meri jindgi ka Guman hai,
Ishq meri Ruh hai to Dosti mera Eman hai,
Ishq pe Kardu fida saari Zindgi,
Magar Dosti pe mera ishq bhi Qurban hai.
जो मुस्कुरा रहा है, उसे दर्द ने पाला होगा...,
जो चल रहा है, उसके पाँव में छाला होगा...,
बिना संघर्ष के इन्सान चमक नही सकता,
यारों...,
जो जलेगा उसी दिये में तो, उजाला होगा...।
Jab Aap Kisi Ko Chaaho To Ye Mat Socho..
Ki
Wo Aapko Pasand Karta Hai Ki Nahi..
Bas Use Itna Chaaho Ki Use
Aapke Siva Kisi Aur Ki Chaahat Pasand Aaye Hi Nahi..!
Chandu
Rok nahin paate yeh aansoo chalo aaj
ji bhar ke behne do,
Main tha kabka tanha ae dost mujhe
tanha hi rehne do,
Unse wafa karke yeh inaam paaya
humne;
Woh agar kahe mujhe bewafa to usse
kehne do;,
By Ajooba Khan Wapp No.