• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mera Bas Chale To Teri Yaaden Kharid Lu, Apne Jeene Ke Waste Teri Baaten Kharid Lu, Kar Sake Jo Har Waqt Deedar Tera, Sab Kuch Luta Kar Wo Ankhe Kharid Lu..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Ibadat Hai Ise Khone Mat Dena, Bewafaai Gunah Hai Ise Hone Mat Dena, Agar Aapne Bhi Kisi Se Pyaar Kiya Hai Qasam Hai Us Pyaar Ko Rone Mat Denaaaa
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ka Rishta Hai Humara, Dil Ke Kone Mein Hai Naam Tumhara, Har Yaad Mein Hai Chehra Tumhara, Saath Nahin Toh Kya Hua, Zindagi Bar Dosti Nibhane Ki Waada Hai Humaara.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोह्ब्बत किसी ऐसे शख्स की तलाश नही करती जिसके साथ रहा जाये, मोह्ब्बत तो ऐसे शख्स की तलाश करती हे जिसके बगेर रहा न जाये !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • chupke chupke raat din aansu bhana yaad hai, hamko aaj tak aasihiqi ka wo zamana yaad hai. baar baar uthna janib nigaah-e-shouq ka, or tere gusse sai aankhe ladana yaad hai. tujhse milte hi wo be-baak jo jana mera, or tere daanto tale ungli dabana yaad hai. ghar ki nazron sai bach kar sab ki marzi k khilaaf, wo tera chori chupe raato ko aana yaad hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ard me koi masoom pyara nhi hota, dil ho pyasa to pani se gujara nhi hota, dekhe jara koi bebsi to hamari, hum to uske ho gaye jo hamara nhi hota,,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ap To Chand Ho Jise Sab Yad Karte Hai; Hamari Kismat To Taro Jaisi Hai; Jise Yad Karna To Dur; Log Apni Khwahish Me Tutne Ki Fariyad Karte Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pana hai jo mukam wo abhi baki hai, Abhi to aaye hai jamin pe asma ki udan baki hai, Abhi gum hai logo me mera naam_ Is "NAAM" ki pehchan bnana abhi baki hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khoobsurati ki pehchan banawat se nahi hoti, Mohabbat ki pehchan dhadkano ki aahat se n hoti Kaise samajh liya khush hain hum aapke bagair Khushiyo ki pehchan muskurahat se nahi hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar pehli baarish ki boondon main hai Pyar khilte phoolon ki khushboo main hai Pyar dhalte sooraj ki kirano main hai Pyar har naye din ki umeed hai Pyar khwaab hai,Pyar jeet hai Pyar pyaar hai,Pyar geet hai Pyar do jahano ka sangeet hai Pyar har khushi,Pyar zindagi Pyar tishnagi,Pyar bandagi hai Pyar sang chalty hawaon main hai Pyar in barasti ghataon main hai Pyar doston ki wafaon main hai haath uttha ke jo maangi gayi hai dua Pyar ka asar un duaon main hai...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do, Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do, Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke, Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumse doori ka ahsaas sataane laga, Tere saath gujara har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki ae dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aanelaga…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ham vo nhi he jo apko dil tod denga, tham kar hath sath tumhara chor denge, are ham to tumse itna krte he pyarr janeman agar tumne kiya inkar to tumhar android fod denga
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Dil Ki Sun, Afwahon Se Kaam Na Le, Mujhe Yaad Rakh, Beshak Naam Na Le, Tera Veham Hai Ki Main Bhula Hoon Tujhe, Meri Aisi Koi Saans Nahi, Jo Tera Naam Na Le.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bohat Khush Qismat Hain Wo Log Yaqeen Jano.....!! . . . . Jo Mangte Bhi Nhi, Rote Bhi Nhi, Or Mohabbat Paa Lete Hain..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajeeb si kashish hai aap me Ki hum aap k khayalon me khoye rehte hai Ye soch kar k aap khawabo me aao ge Hum din me bhi soya karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS