Bichadte Waqt Us Ne Kaha Tha, Na
Sawaal Karna Na Jawab Milega,
Mujhe Bhool Jaana Qaraar
Milega, Hum Us Muqaam Par
The, Na Sawaal Kiya Na Jawab
Mila, Na Bhool Sake Na Qaraar Mila.
बेटी सिर्फ बेटी नही होती,
आने वाले कल की तस्वीर होती है।
बेटी को बोझ ना समझो,
बेटी तो रब की नजीर होती है।
बना देती है न जाने कितने रिश्ते,
बेटी तो रिश्तो की जंजीर होती है।
एक मे पैदा होकर दूजे की हो जाती,
बेटी दो कुलों की तकदीर होती है।
दुःख सहकर भी सुख देती है
बेटी ही खुशियों की जागीर होती है।
अथाह प्यार और समर्पण है जिसमे,
एक बेटी ही बाप का गरूर होती है।।:
Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon
Me,
To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana Hi Chod
Denge.
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko
Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chod Denge.
Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us Ko,
Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum Jana Hi Chod
Denge!...ii
Loving Is Not How U Forget But How U Forgive...
Loving Is Not How U Listen But How U Understand...
Loving Is Not What U See But What U Fee...
Loving Is Not How U Lets Go But How U Hold On...
Raat Andhere Mein Mere Ghar Ko Jalaya Kis Ne
Mujhko Yeh Kaam Bhi Lagta Hai Tumhara Yaaro!
Hum Na Honge Tou Bohat Yaad Karoge Humko
Naam Likh Likh Ke Mitaaoge Hamara Yaaro….!
Unke Bina Ek Pal B Bitana Mushkil Hai;
Chaha Bahut Par Unhe Batana Mushkil Hai;
Hogaye Hai Wo Is Khadar Apne K;
Unki Zara Si Ghalti Par Ruth Jana Mushkil Hai...
Maikhana Aankho Kaha Hai Aur Se Teri Badkar,
HI Pehchana Hamne SiRF Nasha Hai Inn Aankho KA,
EK HI JAM Hai Mere Sanam To PAAS,
Paimana KA Hai Tere Hotho Bemisaal To PAAS.
Ham unse milne geye
per wo hamse na mili♥♡♡♥
kya soche unhe
kya bo bewafa nikli♥♥♥♥
aaj bhi rotehen yaad kar
use rat din♡♡♡♡
dil kehetahe bo
kabhi b hame na bhuli♥♥♥♥
(B4i)
Unki talash mein kadam khud hi nikal gaye....
Unki yadon mai armaan pighal gaye....
Khoja tha unko sare jaha mai....
Lekin palke band ki tho wo Aankho mai hi mil gaye.......
Tujhse doori ka ehsas satanelaga,
Tere sath gujra har lamha yaad aane laga,
Jab bhi koshish ki tujhe bhulne ki ae mere hamdum…
Tu aur jyada dil ke kareeb aane laga….
Mere hoton ki hansi par mat jana
meere dil me toh aaj bhi udaasi k diye jale hai
jankega koi andar toh tukro me milunga
yeh hansta hua cehra toh zamane k liye haiiii....