• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Fareb Thi Hashi Hum Aashiqi Samj Baithe, Maut Ko Hi Apni Zindgi Samjh Baithe, Waqt Ka Mazak Tha Ya Badnsibi Meri, Unki Do Baato Ko Pyar Samj Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyon Loog Muhabat Ko Roakna Chahtay Hain Sab Jantay To Hain Kah Nahi Roak Saktay Sooraj Ki Kirnon Ko Chamknay Say Sumandar Ki Lahron Ko Chalaknay Say Phoolon Ki Khusboo Ko Mahaknay Say Chand Ki Chandni Ko Phailnay Say Saawan K Baadal Ko Barasnay Say Phir Bhi Naakam Si Koshish Kartay Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muskurahat pe apki jaan diya krte he, har ahat pehchan liya krte he, hame nhi malum par log khte he, hum nend me b aapka naam liya krte he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कुछ चीज़े हम पुरानी छोड़ आए हैं, आते आते उसकी आँखो मे पानी छोड़ आए हैं, ये ऐसा दर्द है जो बया हो ही नही सकता… दिल तो साथ ले आए धड़कन छोड़ आए हैं…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum bhatakte rahe h raahon me Raat din cut rahe the aahon me Ab tamanna huyi h meri jeene ki Baat kuch toh h teri nigaaho mein
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaruri Nahi Ki Sari Duniya AchhiNikale. Saare Pyar Sachhe Nikale. Aye Khuda... Likh Meri Qismat Dusri Kalam Se. Jaruri Nahi Ki Dusri Kalam BhiAchhii Nikale.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • hume dekha kar wo hans ke chale jate hai , , kahte nhi hai kuchh par kuchh na kehke wo sab kehe jate hai , ankho me unki pyer najar aata hai na karke bhi wo haa kar jate hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chuoon lo mujhe, jaag uthenge hum. Dhardka do dill, chal pardenge hum. Soch lo mera naam, tumhare dil mai rahenge hum. Pukaro mujhe ek baar, tumhare samne honge hum. Thaam ke dekho ek baar mera hath. Haar khusi aur dard mai tumhare sath rahenge hum....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani Kabhi Hai Gumani Kabhi Hai Girani Phir Bhi Na Jaane Kyun Jazba-E-Shadmani Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani. Fasana Nahi Hai Hai Dastan Suhani Haan !Mohaabat Yahi Hai Sab Iski Nishani..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Usne Mujhe Pucha Muje Pane Ke Liye, Tum Kis Had Tak Ja Sakte Ho..?? Maine Kaha, Agar Had Hi Par Karni Hoti, To Tumhe Kab Ka Paa Liya Hota..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • A true line said by true lover... Mat sona kisi bhi sweet heart ki god me sar rakh k.. Jab ye bichadte hai to Resham k takiye pr B neend nahi aati
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • MusKuRaHT Wo HiRa He Jise Ap BiNa KhaRiDe PeHcHaN SaKTe He OR JaB TaK Ye HiRa ApKe PaS He ApKo SuNDaR DikHNe K LiYe Kisi ChiZ Ki ZaRuRT NaHi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Wajud Me Kash Tu Utar Jaye, Main Dekhu Aaina Aur Tu Nazar Aaye, Jab Tu Ho Samne Waqt Thaher Jaye, Aur Ye Zindgi Tuje Dekh Dekhkar Guzar Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Nachiz Ko Aapse Humesha Pyar Rahega, Aapse MiLne Ko DiL Bhi Bekrar Rahega, Aap ChaLe Jana Humshe Chahe Kitna Bhi Door, Fir Bhi In Nigaho Ko Aapka Hi intzar Rahega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sapne The, Un Sapno Ke Aap Sahil Hue; Na Jane Kaise Hum Aapki Mohabbat Ke Kabil Hue; Karazdar Rahenge Hum Us Haseen Pal Ke; Jis Pal Aap Hamari Choti Si Duniya Mein Shamil Hue
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • By Niraj v Tu ruthe jo mujse to tujko mana lu. Tu gair tha ab tak aaj apna bana lu. Tere sath jindagi ke sapne saja lu. Aaja aaj tujko main gale se laga lu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS