• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • एक मैत्रिण आहे माझी... नेहमी सलवार-कमीज़ घालणारी.... साधेपणातच सौंदर्य आहे.... हे सिद्ध करणारी, ... ... एक मैत्रिण आहे माझी... ... हिशोबिपणे वागणारी, तिच्या या सवयीमुळे..... माझे पैसे वाचवणारी, एक मैत्रिण आहे माझी... कठोरतेने वागणारी, जरा ओरडलो की मात्र..... मुसू मुसू रडणारी
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh Aam C Shaam Thi Jab Juda Huay Thay Hum, Na Toot Kar Pyar Kia Or Na Ro Sakay Hum, Na Zamany Say Kuch Kaha Hum Nay, Barbad Ho Gaye Bari Saadgi Say Hum...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meethi Baato Se Nahi Hota Pyar, Har Phool Nahi Banta Gale Ka Haar, Yu To Zndgi Me Kayi Aate Hain Aur Chale Jaate Hain Lekin Har Koi Nahi Banta Aap Jaisa Dildar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Itni english mujhe b aati he, I will yaad u very ziyada, you b yaad me buhat much, u r very good friend of me, i think im bhi acha friend of u, so plz dnt bhulna me, main also kabhi v nhn forget u, apni care rakhna. HOW LAGI MY ENGLISH? BATAING ME ON THIS NO
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baat Banti Hai Dil Se, Dil Banta Hai Dosti Se, Dosti Banti Hai Pyaar Se, Pyaar Banta Hai Pariwar Se, Pariwar Banta Hai Ghar Se, Aur Ghar Banta Hai Apno Se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere pyar mein khudko aisa khoya Na Din Mein Soya Na Raat mein Roya ... . Ab To unki Ruswai se bhi Pyar hai hume,,, Bas khuda se Milne ka Intejaar hai hume Rote Rote Unki Bewafaai hassa jati hai... . Ae khuda tu baata Itna Dard kyu hai jab Unki yaad aati hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • JAB BHI TUMHE MERI YAAD AAYE TO US CHAND KO DEKH LENA. ISLIYE NAHI KI WO BAHUT KHUBSURT HE. ISLIYE KI ITNE SITARO KE BEECH WO BHI AKELA H.. MERI TARAH...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aise To Koyi Bhi Tanha Nahin Hota Aise To Koyi Bhi Tanha Nahin Hota Chah Kar Koyi Khud Kisi Se Juda Nahin Hota Mahabbat Ko Aksar Majbooriyan Hi Le Doobti Hain Warna Kehne Ko To Koyi Bhi Bewafa Nahin Hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • DiL To Unka Bhi Machalta Hoga, Husn Bhi So So Rang Badalta Hoga, Uthti Hogi Jab Nigahe Unki Tab, Khuda Bhi Gir Gir Ke SambhaLta Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Din Raat Soch Ke Bekaraar Rehte Hai Bas Ek Haan Ka Intezar Karte Hai Paas Aake Door Ho Jaate Hai Log Kya Do Pal Ke Rishton Ko Pyar Kehte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log kehte hain ki ishq itna mat karo, ki hussan sar pe sawar ho jaaye…..! hum kehte hai ki ishq itna karo, ki patthar Dil ko bhi tumse pyaar ho jaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mera Gunah Kya Hai Ye Bata Do; Pyar Kiya Hai Apse Iski Na Saza Do; Gin Gin K Guzarte Hai Din Apke Bina; Is Intezar Ka Kuch To Sila Do!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khud Ki Zindgi Se Pyar Nahi Muje, Bas Aaj Bhi Tadpte Hai Tere Liye, Nahi Jante Kya Hai Ye Par, Itna Pata Hai Tu Bana Hai Mere Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uske Yaad Me Hum Barso Rote Rahe Bewafa Wo Nikle Badnam Hum Hote Rahe Pyar Me Madhoshi Ka Aalam To Dekhiye Dhul Chehre Pe Ti Or Hum Aaina Dhote Rahe
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुम्हारे साथ जो गुजरे वो लम्हे हम नहीं भूले, मिलन की वो ख़ुशी और फिर विरह के गम नहीं भूले, ये बरसों बाद जाना है मोहब्बत का सबब मैंने, हमें भी तुम नहीं भूले, तुम्हें भी हम नहीं भूले.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Aap Samne Se Guzar Jaate Hain.. Armaan Dil Ke Ubhar Jaate Hain.. Dekh Kar Aapki Pyari Surat.. Sehme Hue Phool Bhi Nikhar Jaate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yeh pyaari nigahein yaad rahengi, Mil kar na milne ki ada yaad rahegi, Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon, Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab pehli baar mile the hum Mein tab se tumhe chahta hoon Fursat ke harr lamhe mein Tumhe apne saath pata hoon Tumhari yaadein jo aati hain Mein saath unke lehraata hoon Kaise kahoon mein tumse Kitna tumhe chahta hoon?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS