Hai bas ki har ik unake ishare mein nishan aur
karte hain muhabbat to guzarata hai guman aur
ya rab wo na samajhe hain na samajhenge meri
bat
de aur dil unko jo na de mujhko zuban aur
abaru se hai kya us nigah -e-naz ko paiband
hai tir muqarrar magar usaki hai kaman aur
tum shahar mein ho to hamen kya gham jab
uthenge
le aayenge bazar se jakar dil-o-jan aur
har chand subukdast hue butshikani mein
Kisi Na Kisi Pe Kisi Ko Aitebar Hojata Hai;
Ajnabi Koi Shaks Yar Hojata Hai;
Khubiyo Se Nahi Hoti Mohabbat Sadaa;
Khamoshiyo Se B Aksar Pyar Hojata Hai!!!
Ek Muddat Se Jo Khawb Ban Ke
Nazar Me Raha, Rooh Ban Ke
Wo Mere Badan Me Raha, Fana
Ho Kar Chaha Tha Jise Dhadkano
Ne Mere.. Kareeb Ho Kar
Wo Shakas Anjaan Sa Raha..!
Hame unse koi shikayat nahi
Shayad meri takdeer mein hi chahat nahi
Meri kismat ko likh kar to upar wala bhi mukar gaya
Poocha to bola ye meri likhawat hi nahi…
Ankho se Ankhe milaya to Sapna ho gaya .
Honton se hansi milaya to Muskaan ban gaya . .
Itni Pagal The Ham teri Pyar me Ki .. jab Dil Se Dil Milaya to Tazmahal Ho Gaya . . .
Dil Ka Dard Janna Ho To,
Kisi Par Aitwar Kar Ke Dekho,
Apne Aayne Me Kisi Ko Utar Kar Dekho ,
Royenge Wo Aur Aansu Tumhare Niklenge,
Ye Ehsaas Janna Ho To,
Dil Tutne Ka Jakhm Khakar Dekho..!!
Main Khush Hoon Ki Mujhe Mera Pyar Mil Gaya,
Kareeb Ghar Ke Hi Mujhe Mera Yaar Mil Gaya,
Karu Kyu Na Naaz Main Apni Kismat Par,
Chand Se Bhi Haseen Mujh Ko Deedar Mil Gaya.
जब प्यार किसी से होता है
हर दर्द दवा बन जाता है
क्या चीज मुहब्बत होती है
एक शख्स खुदा बन जाता है
ये लब चाहे खामोश रहें
आँखों से पता चल जाता है
कोई लाख छुपा ले इश्क मगर
दुनिया को पता चल जाता है
जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है
Har Lamhe Ka Khayal Tujhse Hai;
Dhadkan Ka Ehsas Tujhse Hai
Mere Dil Ki Awaz Tujhse Hai;
Mera Pagalpan Mera Man Har Nazar Tujhse Hai
Tu Chahat Hai Meri;
Tu Tishnagi Hai Meri
***Tu Ashiqui Hai Meri***
Aaj Mujhe Ek Gunaah Karne Do,
Mujhe Tum Apne AapMein Khone Do,
Apne Aapko Meri Aagosh Mein Karke,
Mujhe Pariyo Ke Des Mein Khone Do,
Apni Chudiyon Ki Khan Khan Se
Mere Kaanon Mein Ras Gholne Do