"LOVE Ghazal"
Meri MaJburi Thi Jo Tumhe Bata Na Sake
Tumhe Chahte Hue B Chah Na Sake
Jante Houn Tere Dil Men B Thi Mohabbat Meri.
Men Tumhen Bhulate Rahe Magr Bhula Na Sake.
Jee Chahta Tha Tujhe Cheen Loun Zamane Se.
Magr Majboriyun Ki Deewar Men Gira Na Sake.
Mat Samjhna Meri Wafa Men Bewafai Hai.@.
Meri Har Saans Teri Thi Yahi Tujhe Samjha Na Sake.
Sab Kuch Ganwa Diya Mohabbat Men Hum Ne.
Magr Us Ki Chahat Mein Dil Se Mita Na Sake\
Jab koyi itna khaas ban jaaye,
Uske bare me hi sochna ehsaas ban jaye
To mang lena khuda se use zindagi k liye,
Isse pahle k wo kisi aur ki saans ban jaaye.
By - Silent love.
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai....
Bhehti Hawa Mein Khusboo Hai Tumhari,
Mere Dil Ke Aaine Mein Surat Hai Tumhari,
Mere Armano Mein Jo Mar Ke Bhi Na Mit Sake,
Woh Sirf Aur Sirf Pyari Si Chahat Hai Tumhari.
Armaano ki ginti to mujhe nahi aati,
Par dil ka ek khayal aapse keh du,
Agar paani ki har 1 boond pyaar ban jaye,
To tohfe me apko saara samander de du?
Main Dil Banke Tujh Me Dhadkungi
Main Khushbu Ban Ke Teri Saanso Me Mehkungi
Tere Har Aansu Ko Pee Jaungi
Tere Chehre Ko Muskaan Se Sajaungi
Na Tujhe Khud Se Dur Jaane Dungi, Na Khud
Tujhse Dur Jaungi..iii
तेरी धड़कन ही ज़िन्दगी का किस्सा है मेरा,
तू ज़िन्दगी का एक अहम् हिस्सा है मेरा,
मेरी मोहब्बत तुझसे, सिर्फ लफ्जोँ की नहीँ है,
तेरी रुह से रुह तक का रिश्ता है मेरा।
Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi ho
Meri bandagi ki aas mein ek aas tum bhi ho,,
Tum kya ho mere, kuchh ho ya kuchh bhi nahi magar,,
Meri zindagi ke kash mein ek kash tum bhi ho ,,
By Ajooba Khan Wapp No. (9546661738)
Khwaish Thi Ruthe Yaar Ko
Manane Ki...
=>
Uske Aanchal Me Toot Ke
Bikhar Jaane Ki...
=>
Jab Pahunche Uske Aangan
Me To Dekha...
=>
Wo Dua Kar Rahe The Kisi
Aur Ko Paane Ki.