• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya, Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya, Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi, Karte Bhi Kya Jab Apne He Gair Bana Diya….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Waqt Bahot Kam He Saath Bitane Me; Ise Na Gawana Kabhi Ruthne Manane Me; RISHTA To Humne Bandh Hi Liya Hai Aapse; Bas Thoda Sa Saath De Dena Ise Nibhane Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya Durr itne ho gye ki pas bulaya na gya Dil to dil tha samundar ka sahil nahin Likh diya naam to fir mitaya naa gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the yaad unhe din rat kiya karte the ab un raho se guzra nahi jata janha baith kar unka intezaar kiya karte the........
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Ne Kisiko Tadpaya Na Hota, Aankho Ne Kisi ko Rulaya Name Hota, Khushiya He Khusiya Hote Har Kise Ke Paas, Agr RAB Ne Ladkiyo Ko Banaya Na Hota!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Rahe Na Rahe Teri Mohabbat Ka Sahara Rahe, Pyar Main Dooba, Hamesha Ye Dil Hamara Rahe, Khushian Teri, Saare Ghum Mere Ho Dua Yahi Hai, Ankhoon Mein Sada Chehra Tumhara Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Shishe Ke Sapne Ye Rishte Ye Dhage, Kise Kya Khabar Hai Kaha Tut Jaye, Mohabbat Ke Dariya Me Tinke Vafa Ke, Na Jane Ye Kis Mod Pe Dub Jaaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मेरे दिल में एक धड़कन तेरी है… उस धड़कन कि क़सम तू ज़िन्दगी मेरी है मेरी एक साँस में एक साँस तेरी है … वो साँस जो रूक जाये तो मौत मेरी है ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Let all my smile be yours All your tears be mine, Let all my happiness be yours All your sadness be mine, Let the whole world be yours, Only you be mine
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Se Ehsaas Tera Dil Me Utara Maine, Band Aankhon Se Bhi Dekha Nazara Maine, Yaadon Ki Kitaabon Me Saja Ke Rakhunga, Har Lamha Jo Tere Sang Gujara Maine.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bina dekhe bina jane tan man bandhe jo bandhan wahi janamo janam marke juda na ho meri khushiyo ki tu zanzir nazar ati hai....jidhar dekhu teri tasavir nazar ati hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya Kanhu .... Kya Kanhu Uske Khubsurati Ke Bare Mai.... Kya Chaal Hai Tobbaaa .... Kya Nokhre Hai Tobbaaa .... Kya Nighayen Hai Tobbaaa .... Kisi zinda Admi ko Ghayal Kar Dene Ke Liya Kafi Hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Heart can skip beat for a while. Memories can be kept in a file A Desert can replace the Nile But nothing can stop a Smile When your NAME comes on my Mobile.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Raat Ko Yaad Uski Aati Hai, Sitaro Me Uski Tasveer Nazar Aati Hai, Khojti Hai Nigahe Us Chehra Ko, Yaad Me Jiski Subah Ho Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shayad Zindagi Mein Hum Unko Pehle Se Hi Jaan Lete, Un Kadmo Ki Aahat Ko Pehle Se Hi Jaan Lete, To Shayad Hamare Dil Ka Yeh Haal Na Hota, Aur Zindagi Mein Aaj Us Bewafa Ka Naam Na Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hi guys…thanks for yr replies…it felt good to hear from u…have written a few more…will share them from time to time…here’s another one…. Hum to lut gaye unki ek muskaan pe, Adayein dekhkar phas gaye mohabbat mein, Gar khuda bhi punche qayamat pe, To keh denge ki mit gaye sharafat mein.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De, Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De, Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko, Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga ??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi yeh dekh mere saath wafa koun karee ga???
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Man hi man ma usa bhut payar karta tha Par kaha nahi kabhi kuki thoda darta tha Suna ha mana chana lagi ha kisi or ko Aaj uska bina jinda hu magar Pahala saas bhe nahi chalta tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS