Har Pal Ke Rishte Ka Waada Hai Tumse,
Apnapan Kuch Itna Zyada Hai Tumse,
Kabhi Na Sochna Ki Bhool Jayenge Tumhe,
Zindagi Bhar Sath Dene Ka Waada Hai Tumse.
Mohabbat Karne Wale,
Pyar Mein Bohat Majboot Ho Jate Hai,
Aur Sath Hi Bahut Kamzor Bhi,
Majboot Itne Ki Sari Duniya Se Lad Jaate Hain
Kamjor Itne Ki Sirf Ek Insaan Bina Reh Nahi Paate..
U Promised 2 Take Care Of
Me But U Hurt Me..
U Promised Me 2 Bring Me Joy
But U Brought Me Tears..
U Promised Me Ur Luv
But U Gave Me Pain Me..
I Promised U Nothing
But I Gave U Everything.!!
Kabhi aajao tum pal bhar ko
Mujhe tum se batien krni hain,
Kuch ghum k geet sunanay hain
Kuch raaz hain jo batlanay hain,
Kuch dil ko b batlana hai
Kuch zakham hain jo dikhlanay hain,
Kuch dil se yaadain dhoni hain
Kuch naatay naiy bnanay hain,
Jo sher likhay hain teri furqat mein
Kuch sher tumhy wo sunanay hain,
Kuch dard sunanay hain dil k
Kuch piyar ki batien karni hain,
Kabhi aajao tum pal bhar ko !
Kabhi aajao tum pal bhar ko !
Aaj dil puch baitha apni hi tasveer se..
tune kya paya hai taqdeer se..
teri tasveer dil me basa ker mene kaha..
ye pyara sa dost paya he duniya ki bheed se..
Wo Jazbon Ki Tijarat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samja Tha
Usay Hansane Ki Aadat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samja Tha
Muje Wo Dekh Kar Aksar, Nigahain Phair Leta Tha
Ye Dar Parda Hiqarat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samja Tha
Mulaqaaten Jaruri Nahi Mohabbat Me
Aap Hamare Ho Itna Hi Bahut Hai Sanam
Aap Meri Zndgi Ka Muqammal Aaina Ho
Jab Bhi Zikr Aaya Aapka To Sawarne Lage
Hum..!
Mana Ke Wo Humse Khafa Rahe Honge,
Ho Sakta Hai Wo Hume Aazma Rahe Honge,
Hum Utni Hi Shiddat Se Yaad Karenge Unhe,
Jitni Shiddat Se Wo Hume Bhoola Rahe Honge.
Mehfil Mein Hansna Mera
Mizaz Ban Geya;
Tanhai Mein Rona Ek Raaz
Ban Geya;
Dil Ke Dard Ko Chehre Se
Zahir Na Hone Diya;
Yahi Mere Jeene Ka
Andaaz Ban Gaya!
RAJ
ना पीने का शौक था, ना पिलाने का शौक था,
हमे तो सिर्फ नझर मिलाने का शौक था,
पर क्या करे यारो, हम नझर ही उनसे मिला बैठे,
जिन्हे; सिर्फ; नझरो से पिलाने का शौक था !!