• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Pyaar Kr K Tujhe Dil Se Mitana Mushkil Hai.. Yeh Tufan Ab Palkon Par Rok Pana Mushkil Hai, Aasan Lag Raha Hai Tujhe Yaad Kar Ke Mar Jana Q Ke Tujhe Bhul Kar Toh Ji Pana Muskil Hai…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मेरी रूह मे ना समाती तो भूल जाता तुम्हे तुम इतना पास ना आती तो भूल जाता तम्हे यह कहते हुये मेरा ताल्लुक नहीँ तुझसे कोई आखो मे आंसू ना आते तो भूल जाता तुम्हे।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi ki haqiqat sirf itni hoti h, jab jagta hai insaan tab kismat soti h.. Insan jis par haq khud se ziyada samjta hai, woh amanat aksar kisi aur ki hoti hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uljhan agar hai to humse na chhupana. sath na de juban to aankho se batana. Har kadam par sath hai hum apke, Dost banaya hai to haq jarur jatana..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Mohabbat Mein Giraftaar Ho Gaya, Na Jane Kyun Tum Se Pyar Ho Gaya, Koi Hai Dil Jo Dhadakta Hai Mere Liye, Uss Dhadakan Pe Dil Mera Nissar Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Do Kadam TOh SaAb Chal Lete Hain, PaAr, ZindEgI Bhar Ka Saath Koi Nahi NibHata, Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein, To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khushion Se Naraz Hai Meri Zindagi, Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi, Has Leta Hoon Logon Ko Dikhane Ke Liye, Varna Dard Ki Kitaab Hai Meri
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Parwah karne waLe aksar ruLa jate hai, Apna keh kar paraya kar jate hai, Wafa jitni bhi karo koi fark nahi padta.. MUJHE MAT CHHORNA keh kar khud chhor jate hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zulfon Mein Teri, Hai Meri Jannat Basi, Har Gam Ko Chhupa Leti Hai Teri Ye Dil Kash Hansi.. Meri Har Yaad Mein Teri Surat Hai Basi, Jo Tum Mil Jao To Meri Dunia Mein aa Jaye DilKashi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Pal Ke Rishte Ka Waada Hai Tumse, Apnapan Kuch Itna Zyada Hai Tumse, Kabhi Na Sochna Ki Bhool Jayenge Tumhe, Zindagi Bhar Sath Dene Ka Waada Hai Tumse.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saare Shikwe Janab Tere Hain.. Dil Pe Saare Azaab Tere Hai.. Tum Yaad aao To Nind Nahi aati.. Nind aaye To Saare Khwab Tere Hain.. Waris ali
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya kahun tum se main ke kya hai ishq,Jaan ka rog hai, bala hai ishq,Ishq hi, ishq hai jahaan dekho, Saare aalam mein bhar raha hai ishq, Ishq maashuq ishq aashiq hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaati Nai Aankhon Se Surat Teri….. Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • U Will Always B Mine 4 Now & 4eva; U Will Always B Mine As Ur My Treasure; U Will Always B Mine Plz Tell Me Its True; U Will Always B Mine 4eva N I Will Always Love U...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Jine Ke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai... Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastaan Hi Kafi Hai... Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zarurat-E-Nazneen... Qatal Karne Ke Liye Teri Muskaan Hi Kafi Hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meherban Kadardan Dill Tham ke Bathiya.... Aagaye Hum Dill Churane, Tum Sab Ke.... Rokh Shako To Rokh Lo, Hum De Jayenge.... Pyar bhar Bhar Ke Tum Sab Ke Dill Mai.... Luta Doge Tum Sab Tumhare Dill.... Anjan Mere Pyar Mai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere dil ki sarhad ko par na Karna, Najuk he dil mera war na karna, Khud se badh kar bharosa hai tum par, Is bharose ko tum bekrar na karna..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai, Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai, Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS