• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Judai Ka Koi Ehsas Ab Zinda Nahi Lagta, Magar Main Usko Bhool Jaun Aisa Nahi Lagta, Mujhe Usse Mohabbat Nahi Phir Bhi Najane Kyun Use Kisi Aur Ke Saath Dekhu To Achha Nahi Lagta..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dil Ka Hal In Ankho Se Puch Lijiye; In Me Hum Apki Tasveer Chupaye Baithe Hai,,, Shayad Hojaye Apke B Humse Mohabbat; Is Ummid Me Palke Jhukaye Baithe Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kagaz Pe Nahi Likhte Kuchh Raaz Mohabbat Ke, Pal Bhar Me Bikhar Jate H Alfaaz Mohabbat Ke, Use Toot Kar Chaha To Hum Khud Hi Bikhar Gaye, Aise Bhi Badalte Hain Andaaz Mohabbat Ke.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga,, jaise amavas ne har raat chand maanga,, ruth gaya wo khuda bhi humse, jab humne apni har dua mein unka sath maanga..;;-))
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ​आपसे रोज़ मिलने को दिल चाहता है​​;​ ​ कुछ सुनने सुनाने को दिल चाहता है​​;​ ​ था आपके मनाने का अंदाज़ ऐसा​​;​ ​ कि फिर रूठ जाने को दिल चाहता है​।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj zarurat hai jiski wo paas nahi hai Ab unke dil me wo ehsas nahi hai Tadapte hai do pal baat karne ko Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sabab Judai Ka Kuch To Btao Mujhe, Phir Chahe Dil-O-Jaan Se Satao Mujhe, Ye Mana Ki Fursat Nahi Tumhe, Magar Ye Lazim To Nahi K Bhul Hi Jao Mujhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Ne Ye Kaisa Tohfa De Diya, Mujh Ko Ghumo Ne Patthar Bana Diya, Teri Yaado Me Hi Kat Gyi Ye Umr, Aur Main Kehta Raha Tuje Kab Ka BhuLa Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rehne Do Baaki Abhi Thodi Si Dooriyan Aur Kareeb Aaoge To Hum Ghabrayenge Sochenge Kya Kare Kya Na Kare Aur Ghabrake Hum Tumse Lipat Jayenge Yahi Acha Hai Ki Tum Dur Hi Raho Humse Warna Khuda Ki Kasam Hum Mar Hi Jayenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main aadat hu Uski wo zarurat hai meri... Main Farmaish hu uski wo Ibaadat hai Meri... Itni asaani se kaise nikaal Du usey Dil se... Main Khuwab hoon Uska wo haqiqat hai Meri
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindegi mai jeene ke liye ek maksat hona chahiya, Jo mera ab nahi hai.... Tum jab mujhe chord k gay tab mein mera zendegi jeena ka maksat kho diya tha.... Ab mein jeeu aur maru iss mai kisika kuch bhi nahi.... Lekin mein iss Zindegi tumahare nam_se hi Jeeta Hun........
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj khushiyon ki koi Badhai Dega. Nikla Hai Chand to Dikhai Dega. Ae Dost Dosti ki Hai Humne Aapse. Aapka Ek Aansu Bhi Ghira to Sunai Dega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dur jane wale ko yad me kya doge. Sone wale ko khwab me kya doge. Hum chahate h apse umar vrki dosti. Batao ab aap jawab me kya doge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Maine Kab Dard Ke Jakhmo Se Shikayat Ki Hai,, Haan Mera Jurm Hai Ki Maine Mohabbat Ki Hai,, Aaj Fir Dekha Hai Usse Maine Mahafil Me Patthar Banker,, Maine Aankho Se Nahi Dil Se Bagawat Ki Hai,, Usko Bhool Jane Ki Galti Nahi Kar Sakata,, Toot Kar Ki Hai To Sirf Ussi Se,,Mohabbat Ki Hai..;;-))
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazm: Maghror December Mera Dard December Tha Kitna Sard December Tha Aansoaon Ki Barish Mein Jal Thal December Tha Chinaron Kay Shehr Mein Shokh o Chanchal December Tha Muhabat Bhari Ratoon Mein Kitna Pagal December Tha Jab Hum Milay Thay SUna Masroor December Tha Saal Ki Akheri Shab Bara Magror December Tha Poet Raja Kashif janjua
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Me Dard Ko Daba Ke Jeete Hain Hum Apne Gam Duniya Se Chhupa Ke Jeete Hai Hum Kya Lootega Jamana Hamari Khushi Ko Khud Apni Khushi Kisi Par Luta Ke Jite Hai Hum
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Baat Samjh aa Gyi" Duniya ki bheed me insaan chahe... Sab khuch bhul jaaye...!! Kitni hi mauj masti me kho jaaye...!! par akele me wo use hi yaad karta hai...! , , Jise , , Wo jaan se bhi jyada pyaar karta hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Mohabbat Karna Nahi Ata; Mujhe Mohabbat K Siwa Kuch Nahi Ata; Zindagi Guzarne K Bas Do Hi Tareeqe Hai; Ek Tujhe Nahi Ata Ek Mujhe Nahi Ata..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabi Kisi Ke Liye Raasta Mat Bano.. Qki Aksar Log Manzil Milte Hi Raaste Ko Bhool Jaate Hai.. Bano To Manzil Bano.. Taaki Log Aapko Paane Ki Tamanna Rakhe..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS