• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Zara Sa Dhayan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai Wafa Ka Maan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai Kaha Is Umar Me Hum Bhes Badlenge Faqeeron Ka Milan Asaan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aina Kuch Nahi Nazar Ka Dhokha Hai, Nazar Wahi Aata Hai Jo DiL Me Hota Hai, Aaina Aur DiL Ka Ek Fasana Hai, Anjam Dono Ka Tootkar Bikhar Jana Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Ki Banayi Hamne Kudrat Nahi Dekhi, Dil’on Main Chupi Hamne Daulat Nahi Dekhi, Jo Kehta Hai Doori Se Mit Jati Hai Mohabbate, Usne Shayad Abhi Hamari Mohabbat Nahi Dekhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni To Zindgi Hi Ajeeb KahaniHai Jis Chiz Ko Chaha Vo Begani Hai Haste Hain To Sirf Duniya K Liye Varna In Aankhon Me Pani HiPani Hai ♪ ღ • ° █▐ ●║♥ ๋• ┼๔ เ ภ ƒ∑ • ╝☆ ੴ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisise Sirf Itna Hi Dur Hona, Ki Use Apki Ahemiyat Ka Ehsas Ho Jaye., Lekin Kabhi Itna Bhi Dur Mat Ho Jana, Ki Wo Apke Bina Hi Jina Sikh Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankho Ki Gehrai Ko Samaz Nahi Sakte, Honto Se Kuch Keh Nahi Sakte, Kaise Baya Kare Hum Aapko Yeh Dil Ka Haal Ki, Tumhi Ho Jiske Bageir Hum Reh Nahi Sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Hi Dil Hai Aur Tu Hi Jaan Hai Meri, Tujhse Hi Jahaan Me Pehchan Hai Meri, Tujhe Apna Banalu Tujhe Tujhse Churalu, Bas Jiyun Sang Tere Tammana Hai Meri, Tere Liye Tode Maine Sare Rishte, Gham Bhi Hai Jhela Maine Haste Haste, Duniya Bhulayi Maine Tere Waaste, Sang Tu Chale Jo Bhi Ho Raaste, Tere Bina Duniya Viraan Hai Meri…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • khareed sakte unhe toh apni zindagi dekar bhi khareed lete,,, Par kuch log “KEEMAT” se nahi “KISMAT” se mila karte hain…!! lv
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • वक्त सबको मिलता है जिन्दगी बदलने के लिए, पर ज़िन्दगी दोबारा नहीँ मिलती वक्त बदलने के लिए।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Vo Jate Hue Keh Gaye Ki Ab Toh Hum Sirf Tumhare Khwabo Me Hi Aayege... Koi Keh De Unse Jaake Ki Vo Wada Toh Nibhaye Hum Zindagi Bhar Ke Liye So Jayege...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Flower is made 4 U, kaante is made 4 ME, happiness is made 4 U, sadness is made 4 ME, everything is made 4 U, and you made 4 ME.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Itna Aitbaar To Apni Dhadkanon Par Bhi Humne Na Kiya, Jitna Aapki Baaton Par Karte Hain, Itna Intezar To Apni Saanson Ka Bhi Na Kiya, Jitna Aapke Milne Ka Karte Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Mein Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hai, Zindagi Mein Ghamo Ka Hona Bhi Zindagi Hai, Yuh Toh Rehte Hai Hamare Hontho Par Muskurahat, Par Chupke Se Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh Main Mohabbat na doon To kehna Main muskurahat hoon Mujhe Hansa kar dakh Na sajoon tare honton per to kehna Main khushboo hoon mujhe Mehsoos karke dekh Na mehkoon tari zindagi main to kehna Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh Na dhakoon Tere Dil main to kehna Main phool hoon mujhey Laga ker dekh Na mehkoon din raat To kehna Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadon mein hum rahein ye ehsaas rakhna, nazron se door sahi dil ke paas rakhna, ye nahi kehte ke sath raho, dur sahi par yaad rakhna !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meethi Meethi Yaado Ko Palko Me Saja Lena, Saath Guzre Palo Ko Dilme Basa Lena, Nazar Na Aau Haqiqat Me Agar, To Muskura Ke Mujhe Sapne Me Bula Lena..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बैठे थे अपनी मस्ती में के अचानक तड़प उठे....., आकर तुम्हारी याद ने अच्छा नही किया.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS