Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi Ke Bina Adhora Nahi Hota,
Jo Chand Roshan Karta Hai Raat Bhar Sab Ko,
Har Raat Wo Bhi To Poora Nahi Hota.
Ranho Mai Hum Bohod Se Phul Dekhe Hai....
Usme Ek Tu Bhi Hai....
Gulson Ke Baharo Mai Parinda Hai Tu....
Mere Iss Jevan Ke Sabse Pyari Phull Hai Tu....
Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din,
Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din
Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se
Phulon ki tarah mujhpe bikhar jaao kisi din..
Kitna pyara muskura lete ho,
Kitni aasani se apna bna lete ho,
Itna pyar kese jta lete ho,
Kisi se sikha h ya sirf meri nakal utar lete ho!!!
Opchiniya
Juda mujhse meri mohabbat
Na ho jaye...
.
Zindagi khud kahin dushman
Na ho jaye...
.
Zindagi tab tak salamat Rakhna
Mere khuda..
.
Jab tak meri mohabbat ko
Mujhse mohabbat na ho jaye..!!
Fiza Mein Mehakti Shaam Ho Tum,
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum,
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum
Aashiq hu tere sadiyo se hum,
Itni mohabbat kisne ki hain sanan,
Hadh se jyada chaha hai tumko humne,
Maange tu jaan b to piche hatenge na kabi mere kadam.
बेटी सिर्फ बेटी नही होती,
आने वाले कल की तस्वीर होती है।
बेटी को बोझ ना समझो,
बेटी तो रब की नजीर होती है।
बना देती है न जाने कितने रिश्ते,
बेटी तो रिश्तो की जंजीर होती है।
एक मे पैदा होकर दूजे की हो जाती,
बेटी दो कुलों की तकदीर होती है।
दुःख सहकर भी सुख देती है
बेटी ही खुशियों की जागीर होती है।
अथाह प्यार और समर्पण है जिसमे,
एक बेटी ही बाप का गरूर होती है।।:
"TAMNNA JAB KISI KI NAKAM HOTI HAI..
ZINDAGI US KI EK UDAS SHAM HOTI HAI..
DIL KE SATH DOULAT NA HO JISKE PAAS..
MOHABBAT US GARIB KI NILAM HOTI HAI.."