Ek Ajeeb Dastan Hai Mere Afsane
Ki, Maine Pal Pal Koshish
Ki Uske Paas Jaane Ki,
Kismat Thi Meri Ya Sazish
Jamane Ki, Dur Huye Itana
Jitni Ummeed Thi Paas Aane Ki.
Akser Cigret Pite Waqt Meri
Ankhe Laal Ho Jati Hai, Aur
Ilzaam Bechari Cigret Per
Lagta Hai, Kaise Btau Duniya
Ko Kasoor Cigret Ka Nahi Balki
Us Chehare Ka Hai Jo Humesha
Mujhe Dhuvey Me Nazar Aata Hai..
Mere Kareeb To Aao Ki Bahut
Udaas Hu Mai, Apne Seene Se
Lagaao Ki Bahut Udaas Hu Mai,
Kisi Bhi Jhoote Dilase Se Dil
Behlaao To Sahi, Bas Aaj Toot
Ke Chaho Ki Bahut Udaas Hu Mai!
Waqt Bahot Kam He Saath Bitane Me;
Ise Na Gawana Kabhi Ruthne Manane Me;
RISHTA To Humne Bandh Hi Liya Hai Aapse;
Bas Thoda Sa Saath De Dena Ise Nibhane Me.
खुद को इतना भी बचाया नकरोहो बारिश तो भीग जाया करोचाँद लाकर कोई नहीं देगाअपने चेहरे को जगमगाया करोकाम लो कुछ हसीं होठों सेबातों बातों में मुस्कुराया करोधूप मायूस लौट जाती हैछत पर कपड़े सुखाने आया करोकौन कहता है दिल मिलाने कोकम से कम हाथ मिलाया करो
प्यार की आँच से तो पत्थर भी पिघल जाता है,
सच्चे दिल से साथ दे तो नसीब भी बदल जाता है,
प्यार की राहों पर मिल जाए सच्चा हमसफ़र,
तो कितना भी गिरा हुआ इंसान भी संभाल जाता है
Nigaahon Mein Jabse Tum Rehne Lagi Ho,
Mere Dil Mein Ajib Umange Machalne Lagi Hai,
Jumkar Utar Aayi Dil Mein Bahaar,
Meri Mohabbat Bhi Ab Muskurane Lagi Hai.
Ishq Ke Ghamo Ka Koi Hisaab Nahi,
Ye Aag Ka Driya Hai Koi Selab Nahi,
Sach Kehte Hai Log Ki,
Aashiq Tadap Tadap Ke Mar Jate Hai,
KyuKi Ishq Ke Rog Ka Koi ilaaz Nahi.
Tere Nam Ko Apne Honto Pe Sajaya Hai Maine;
Teri Rooh Ko Apne Dil Me Basaya Hai Maine;
Duniya Tumhe Dhundte Dhundte Hojayegi Pagal;
Dil K Aise Kone Me Chupaya Hai Maine...
Yaad rukti nahi rok pane se
¤
dil manta nahi kisi k samjhane Se
¤
ruk jati h dhadkan Aapko bhool Jane Se
¤
isliye Aapko yaad karte hai
Ansuon k bahane Se
¤
Kabhi aajao tum pal bhar ko
Mujhe tum se batien krni hain,
Kuch ghum k geet sunanay hain
Kuch raaz hain jo batlanay hain,
Kuch dil ko b batlana hai
Kuch zakham hain jo dikhlanay hain,
Kuch dil se yaadain dhoni hain
Kuch naatay naiy bnanay hain,
Jo sher likhay hain teri furqat mein
Kuch sher tumhy wo sunanay hain,
Kuch dard sunanay hain dil k
Kuch piyar ki batien karni hain,
Kabhi aajao tum pal bhar ko !
Kabhi aajao tum pal bhar ko !