Humare Dil Ki Gehrai Ko Koi
Samajh Paaya Hi Nahi, Kitne
Tanha Hai Hum Koi Jaan Paaya
Hi Nahi, Kisi Ko Humari Kami
Mehsoos Ho, Shayad Khuda Ne
Humein Aisa Banaaya Hi Nahi..
Ek Tu Hi Hai Jo Mere Dil Ke Karib Hai,
Teri Dosti Hi Mera Accha Naseeb Hai,
Haare Hai Hum ab Tak apni Zindagi Mein,
Tera Hona Hi is Zindagi ki Jeet Hai
Ab Zikra Mera Unke Hawaon Mein Nahi Thaa,
Shayad Main Kahin Chahne Walon Mein Nahi Thaa,
Lagta Hai Ke Qismat Mein Andhere Hi Likhe Theyy Mere,
Main Raat Ka Jugnoo Mein Tha Ujalon Mein Nahi Thaa !!
Aap Khud Nahi Jante Aap Kitne Pyare Ho,
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyare Ho,
Duriyo Ke Hone Se Koi Fark Nahi Padta,
Aap Kal Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho.
Baat Keh Di Jaaye Juba Se Zaroori To Nahi,
Zindagi Guzri Hai Aadhi Puri To Nahi,
Samjhenge Wo Nigaho Se Mere Dil Ki Daastan,
Door Baithe Hai Par Dilo Mein Doori To Nahi.
Pakki yaden kabhi bhulai nahi jati.
Ye dil ki daulat roj lutai nahi jati.
Kis muh se kahte ho ham apko bhul jayen.
Ye pyar ki duniya hai roj basai nahi jati
Hum Agar Aapse Mil Nahi Paate,
Aisa Nahi Hai Ki Aap Hamein Yaad Nahi Aate,
Maana Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jaate,
Lekin Jo Dil Me Bas Jaate Hain Unhe Bhulaya Nahi Jaata….
तेरे हाथ की काश मैं वो लकीर बन जाऊं,
काश मैं तेरा मुक़द्दर तेरी तक़दीर बन जाऊं.
. मैं तुम्हें इतना चाहूँ कि तुम भूल जाओ हर रिश्ता
, सिर्फ मैं ही तुम्हारे हर रिश्ते की तस्वीर बन जाऊं.
. तुम आँखें बंद करो तो आऊं मैं ही नज़र,
इस तरह मैं तुम्हारे हर ख्वाब की ताबीर बन जाऊं.
Ye Gum Ki Aadhiya Mujhe Lut Chuki Hogi, Meri Saase Daman Se Chhut Chuki Hogi, Tera Aana Ya Na Aana Kya Mayne Rakhta Hain, Jab Maiyat Mere Ghar Se Uth Chuki Hogi.
Pyar Unse Is Qadar Karte Chale Jaye;
Wo Zakhm De Aur Hum Bharte Chale Jaye;
Unki Zid Hai K Wo Hame Mar Hi Dale;
To Hamari B Zid Hai Unpar Marte Chale Jaye!!!
Dard tha dil mein per kabhi dikhaya nahi,
Aansu the ankho mein per unhe Rulaya nahi,
Yahi ferk hai Dosti aur Payr mein,
Ishq ne kabhi hasaya nahi aur Doston ne kabhi rulaya nahi......