Kabhi Ro k Muskuraye,
Kabhi Muskura k Roye...
.
Jab b Teri yaad aai
Tujhe bhula kr Roye...
.
Ek tera hi to naam tha
Jise Hazar Baar Likha,
.
Jitna likh k khush hue
Usse jyada Mita kr Roye...!!
Chalo Tum Sath Mat Daina,
Mujhay Beshak Bhula Daina,
Naye Sapnay Saja Laina,
Naye Rishtay Bana Laina,
Bhula Daina Sabhi Vaaday,
Sabhi Qasmein Sabhi Naatay,
Tumhein Jaana! Ijazat Hai,
Jo Dil Chahay Woh Sab Karna,
Mgr Ab Tum Kisi Se Bhi
Adhora Pyar Mat Karna
Fulo tie dele jete lage khushi,
Besi khushi lage tome dele hosi.
Jibano mo thila sadha kagaja,
Ranga bhori delo mo jibane aasi.
He Abinisi mu tomoku bholo paye
Mo jibana thu besi.............
Dhup Ho Chau Ho Tum Sath Nibhaya Karna;
Mere Chehre Pe Sada Palko Ka Saya Karna
Raah Dekhungi Mai Tumhari Sar-e-sham Yuhi;
Kabhi Jaldi Kabhi Der Se Aya Karna
Dant Lena Sar-e-mehfil Koi Bat Nahi;
Phir Akele Me Gale Laga Kar Manaya Karna
Jan Jaungi Mai Khushboo Se Tumhari Tumko;
Tum Piche Se Meri Ankho Ko Chupaya Karna
Jagna Chaho To Rat Bhar Bate Karna;
Nind Ajaye To Mujhe Apne Seene Par Sulaya Karna
Kabhi gamo se tumhari mulaqat na ho,
Udas baithe ho aisi koi baat na ho,
Shikayat ho to hume maaf kar dena,
Aur fursat se baithe ho to hume yaad kar lena!
Chah Ke Bhi Kabhi Na Tumko
Bhula Payenge Hum Karte Hain
Wada Yeh Nibha Payenge Hum
Khud Ko Fanna Kar Denge Is
Jahaan Se Hum Par Naam Tera
Na Dil Se Mita Paayenge Hum.
Sanso Ka Pinjra Kisi Din Yuhi Toot Jayega,
Ham Musafir Kisi Raah Me Choot Jayenge,
Abhi Sath Hai To Karlo Mulaqaat Suhani,
Kya Pata Kab Mukaddar Humse Ruth Jayega.
App ko pata hai ke duniya ki sub say khubsurat cheez daikhi nahi jati, mehsoos ki jati hai,jesay hawa ka jonka, shehd ki mithaas, jaisay phoolon ki hushboo, jaisay payar, Jantey ho sub say khubsurat ihsas kya hai, Aap ka Sath.
Majburi me nahi, agar Dil kare to yad karna,
Duniya se fursat mile to bat krna,
Dua hai zamane ki har khushi pao aap,
Fir bhi ankh bhar aye to hume yad krna