• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • कुणीतरी असाव गालातल्या गालात हसणार भरलेच आसवांनी, तर डोळे पुसाणार. कुणीतरी असाव आपल म्हणता येणार केल पारक जगन तरी आपल करून घेणार .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujh Say Bicher K Baynaam Ho Jao Gai Sodagaron K Hathon Neelam Ho Jao Gay Mujh Ko Acha Nahin Lagta Tera Her Ek Say Milna, Her Aik Ko Mayas’sar Howay To Aa’am Ho Jao Gay..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh Humein Bhulane Ki Baat Karte Hain, Jara Pucho Humein Kitna Yaad Karte Hain, Chehre Pe Hasi Ka Dikhawa Hain, Magar Tanhaii Mein Aansuon Se Fariyaad Karte Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Ke Paigam Ko Zara Pyar Se Padha Kijiye Kisi Ki Chahat Ka Ehsas Kiya Kijiye Koi Dil Se Yaad Karta Hai Aapko Kam Se Kam Hichkiyan To Liya Kijiye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • is trh Pyar ka ijhar nahi hota do kadam sath chalo to pyar nahi hota, Pyar karne eale to kato pe chala karte hsi, jo rsh me aa jaye sola tosholo me jala karte hai, kyo tujhe mere pyar pe etwar nahi hota, agar mere dil me c sachha pyar nahi hota to ye duniya nahi hoti ye sasar nahi hota...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Karna Koi Gunah Nahi Hota, • • • Pyaar Se Pyara Koi Jazba Nahi hota, • • • Pyaar Ka Rishta Is Liye Chupana Padta Hai, • • • Kyun Ke Sacha Pyaar Logo Se Bardasht Nahi Hota...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zamaana Gujar Gaya Haathon Ko Milaye Hue, Muddat Ho Gayi Nazaron Ko Milaye Hue, Din Raat Nikal Gaye Yaadon Me Khoye Hue, Ab Kab Samane Aaoge Yaar Muskurate Hue..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "wo chehra hum harpal yaad karte h.. zinda to h.. Bas zindagi ki talash karte h.. Koi kyu bhul jate hai apna bankar.. Hum khud mein us kami ki talash karte hai ."
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum chale the ik dafa,kisi aashiq ke dard ki aag mitane Jab hosh aaya"armaan" to wo aag Hum apne dil mai laga baithe the....... Deb
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apko barish pasnd Mujhe barish me aap, Apko hsna psnd h Mujhe hste hue aap, Apko chup rhna psnd h Mujhe bolte hue aap Apko sb kuch psnd h, pr Mujhe sirf aap.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Pal Jhelo Shayed Hum Fir Na Mile Yaad Kar Lo Shayed Fir Waqt Na Mile Chale Jayenge Tumhari Zndgi Se Itni Door Ki Haqiqat To Kya Sapne Me Bhi Hum Na Mile..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chandni se chamakti is raat mein, ek khushboo si hai har baat mein, hai sitaare mere kadmo ke tale, Ek ehsaas hai aaj unki har aahat mein, paas aake bhi kyu hein duriya, koi pyasa hein kyu barsat mein. `kkk
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aag Lagi Mere Ghar Ko Kisi Apne Ne, Poocha Kya Bacha Hai? Maine Kaha Ek Mai Hi Bacha Hu. To Usne Hanskar Kaha Phir Jala Hi Kya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na tang karo hume, hum sataye huye h Mohabbat ka gum dil pe uthaye huye h, Khilona samajh kar yu na khelo humse, Hum bhi usi khuda ke banaye huye hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • lehero ko pyar tha kinaro se, par uski shadi ho gayi samunder se, aaj v leher kinaro k pass aati hai, par badnam na ho mohabbat ki isiliye wo phir lot jati hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere mere rishte ko kya naam dun, Yeh naam dun ya woh naam dun, Is duniya ki bhid mai naam ho jate hai badnaam, Kyun na apne rishte ko benaam hi rehne dun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Ke Dil Mai Basna Bura To Nahi Kisi Ko Dil Mai Basana Koi Khataa To Nahi Gunah Hai Ye Zamane Ki Nazar Mai To Kia Hua Zamane Wale Koi Khuda To Nahi..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabi Zndgi Ki Tamanna Karte Hain Kabi Maut Ka Intezaar Karte Hain Wo Humse Kyu Door Rehte Hain Jinhe Hum Apni Zndgi Se Bhi Jayada Pyar Karte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • apki yaadon ka mehal banaya hum ne aarzu ka diya is mein jalaya hum ne bhulne wale tujhe meri qasam koi wo lamha bata jis mein tujhe bulaya hum
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Labon Pe Na Koi Sawal Rakhti Thi, Kabhi Woh Itna Khyal Rakhti Thi, Khabar Kya Thi Ke Muje Hi Bhul Jaegi Wo, Ek Ek Chiz Meri Jo Smbhal K Rkhti Thi,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS