• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Hamari Har Ada Ka Aaina Apse He, Humari Har Manzil Ka Rasta Aapse He, KabHi Na Door Hona Humari Zindgi Se, Humari Har KHusHi Ka Waasta Aapse He.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "YAAD" Agar Kisi ke Kehne Se Aye, To kya "YAAD" Hai, "YAAD" To Wo Hai Jise... "BATA" Nahi Sakte, "JATA" Nahi sakTe, Or Aa jaye To "MITA" Nahi Sakte..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "Pyar iqrar hai takrar Nahi" "Pyar Hakikat hai khayal Nahi "Har koi pyar ko samajh Nahi sakta Kyoki pyar ehsas Hai andaaz Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ★★★★★Na Jane Kya Masoomiyat Thi Us Ke Chehre Par,★★★★★ ★★★★★Usko Manane Se jyada Uska Rooth Jana Achha★★★★★ Laga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya Khuda Ne Tumhe Dil Nahi Diya.. Jo Tum Mera Dard Nahi Samajhte.. Jaane Kya Sochkar Maine Tumse Pyar Kiya.. Tum To Mera Pyar Bhi Nahi Samajhte.. Sacchai To Ye Hai Ki Pyar Bas Ho Jaata Hai.. Accha Khasa Dil Deewana Ho Jaata Hai.. Is Dil Ke Kisi Kone Me Aaj Bhi Tumhara Intezaar Hai.. Tumhare Dhoke Aur Berukhi Ke Baad Bhi.. Mujhe Tumse Pyar Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sapno Me Ek Pyara Dost Roz Aata Hai, Sath Guzre Har Pal Ki Yaad Dilata Hai… Dil Karta Hai Ye Lamha Yun Hi Ruka Rahe, Par Subah Hote Hi Khwab Toot Jata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadon mein hum rahein ye ehsas rakhna, Nazron se door sahi dil ke paas rakhna, Ye nahi kehte ke sath raho, Door sahi par yaad rakhna. Posted by -sunil pawar
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Ulfat Ko Kabi Nakam Na Hone Denge Teri Mohabat Ko Kabi Badnam Na Hone Denge Meri Zindgi Me Suraj Chade Na Chade Par Teri Zindgi Me Kabi Sham Na Hone Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मेरी मंज़िल मेरी हद । बस तुमसे तुम तक ।। ये फ़क्र है कि तुम मेरे हो । पर फ़िक्र है कि कब तक ।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Jab Bilkul Toot Jaata Hai To Aapko Yaad Karte Hain.. Apna Samajh Kar Dil Ki Har Baat Karte Hain.. Naadan Samajh Kar Maaf Kar Dena.. Jo Anjaane Me Kabi Aapko Pareshan Karte Hain...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri zindagi mujhe yeh bata, Muje bhul kar tujhe kya mila ? Meri hasrato ka hisaab de, Dil tod kar tujhe kya mila...? Tere chaar din ke pyaar se, Muje umar bhar ka gum mila Main toot kar bikhar gayi, Muje tod kar tujhe kya mila ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dushmano Se Nahi Apno SeDarr Lagta H Bada Mushkil Ye Zndgi Ka SafarLagta H Jaha Bhi Hoti H Andhero SeTanhai Ki Guftagu Jaane Kyu Wo Mujko Mera HiGhar Lagta H....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bade Khuskismat Hain Wo Log Jo Apni Mohabbat Ko Naam Lekar Pukar Lete Hain Kahi Padh Na Le Koi Tujhe Meri Ankhon Me Hum Ye Soch Kar Palken Jhuka Lete Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat Zikar Kijiye Meri Ada Ke Bare Me, Hum Bahot Kuch Jante Hai Wafa Ke Bare Me, Suna Hai Wo Bhi Pyar Ka Shoq Rakhte Hai, Jo Jante Hi Nahi Wafa Ke Bare Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • E kiarn hai Pane Ki Khushi Aur hai Khone Ka Ghum, Kaise Kahe kiran apse Ki Kaise Hai Hum, Bas kiran aap itna Samajha lena ki , Kal Bhi Akele The, Aur Aaj Bhi Akele Hai Hum. Kiran . . . . . My love kiran
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaad karana har ghadi us yar ka hai vazifa mujh dil-e-bimar ka aarazu-e-chashma-e-kausar nahi tishnalab hun sharbat-e-didar ka aakabat kya hovega malum nahi dil hua hai mubtila dildar ka kya kahe tarif dil hai benazir harf harf us makhzan-e-israr ka gar hua hai talib-e-azadagi band mat ho subba-o-zunnar ka masnad-e-gul manzil-e-shabanam hui dekh rutba dida-e-bedar ka ae “wali” ho na srijan par nisar mudda’a hai chashm-e-gauhar bar ka
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Na Mita Sakega Dil Ke Iss Fasane Ko; Teri Chahat Me Bhool Jate Hai Zamane Ko; Uthe Jo Meri Nazar Tere Chehre Pe Muskan Aye; Teri Deewangi Me Bhool Jate Hai Aksar Zamane Ko!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS