Apne Dil Ki Awaz Sun..Afwao Se Kam Na Le;
Mujhe Yad Kar Beshak Mera Nam Na Le;
Tera Wehem Hai K Hum Bhool Gaye Hai Tujhe;
Meri Koi Sans Aisi Nahi Jo Tera Nam Na Le...
Jee Chahta Hain
Tum Se Pyari Si Baat Ho,
Haseen Chand Tare Ho,
Lambi Si Raat Ho,
Fir Raat Bhar Yuhi Guftagu Rakhe
Hum Dono Tum
Meri Zindagi Ho,
Tum Meri Kayinat Ho.
Tham lena mera hath,
kabhi piche jo chhut jau.
Mana lena mujhe jo tumse kabi ruth jau,
Mana mai nasamjh hu,
par wo tara hu jo aapki har arzu k liye tut jau.
Yad Ati Hai To Zara Kho Jate Hai;
Anso Ankho Me Utar Gaye To Zara Rolete Hai;
Nind To Nahi Ati Ankho Me Lekin;
Wo Khwabo Me Ayenge Yahi Samaj Kar Solete Hai...
Tum Mere Liya Ek Khilti Hue.Gulab Ho....
Baharon Mai Nahi, Dillo Mai Khilte Ho....
Sanso Mai Hai Mehek....
Mere Shiba Aur Kisi Ke Nahi....
Gulab Hai Tu Magar Banho Mai Hi Nahi....
Pura dukh aur aadha chand
hijr ke shab aur aisa chand
itane ghane badal ke piche
kitna tanha hoga chand
meri karavat par jag uthe
neend ka kitna kacha chand
sehra sehra bhatak raha hai
apne ishq mein sacha chand
raat ke shayad ek baje hain
sota hoga mera chand
Swee2
Jisne hume khoya, wo kaya payenge phir jannat mai.....
Jisne hume khoya, wo kaya payenge phir jannat mai.......
Phir dua bhi mangenge wo humse milne ki.....
Hum mill na payenge mannat mai.....
इन दुनिया में :v: दो पौधे ऐसे हैं जो कभी :hibiscus: मुरझाते नहीं, और अगर जो मुरझा गए तो उसका कोई :hospital: इलाज नहीं, पहला :heart: ‘नि:स्वार्थ प्रेम’और दूसरा ‘अटूट विश्वास’
DiL TODNE WALO KO SAZA KYO NAHI MILTi.
HeR KiSÌ Ko PyAr Me SaFLTa KyO NaHi MiLtI.
LoG KaHtE HaI IsK To Ek BiMaRi HaI.
FiR MeDiCaL sToRÈ MÈ I$Ki DaVa KyO NaHÍ MÌLTÌ.
Arz kia hai,
Gaur farmaiye ::::
Hasino ko apna dil na dena,Dil ke jazbat ye kya janegi Kandhe ka Dupatta to sambhalta nahi,Hamara DIL kya GHANTA Sambhalegi....
Pyar koi barish ka nam nhi
Jo barse aur tham jaaye
Pyar suraj bhi nahi ,
Jo chamke aur doob jaye
Pyar to naam hai saans ka
Jo chale toh zindagi aur
Ruke toh maut ban jaaye..!!
u na rutha karo meri chhoti chhoti si
baton par
me jan o dil lutata hu teri mithi si yadon
par
aankhein band karu to khwabo me tum
aankh khul jae to khayalo me tum
tu hi mere rag rag me daudti hai lahu ki
tarah
mere sine me teri hi talab wabasta hai
junun ki tarah
sajde duaon me k bus mangu tujhko
ho ishq ki inteha aisi
rabta bus tujhse ho or jiyu to sirf tere
liye hi jiyu.
Teri Yaad Me Pal Pal Marta Hai Koi..
Har Saans Ke Baad Tujhe Yaad Karta Hai Koi..
Jab Fursat Mile Tujhe To Soch Lena
Ki
Kitni Khamosh Mohabbat Tumse Karta Hai Koi..!