Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai.
Is Jahan Mein Kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai.
Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan Ke Daur Se.
Ek Khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
By - Silent love.
Rishte pe naaz karo, kal jitna Bharosa tha utna Aaj karo.
Rishta wo nahi jo sirf Gum or Khushi m sath de.
Rishta to wo h jo Harpal Apnepan ka Ehsas de...
Na Jane Riste Kaise Kaise Ho Gaye,
Aaj Hum Apke Liye Aise Waise Ho Gaye,
Agar Ab Bhi Na Aaye Apke Sms To,
Hum Samjhenge K Hum Se Pyare 50 Paise Ho Gaye.
When things go wrong…
When sadness fills ur heart…
When tears flow in ur eyes…
Always remember 3 things
1) I’m with u…
2) Still with u…
3) Will ALWAYS b…
bcoz I am in love with you
खुद को इतना भी बचाया नकरोहो बारिश तो भीग जाया करोचाँद लाकर कोई नहीं देगाअपने चेहरे को जगमगाया करोकाम लो कुछ हसीं होठों सेबातों बातों में मुस्कुराया करोधूप मायूस लौट जाती हैछत पर कपड़े सुखाने आया करोकौन कहता है दिल मिलाने कोकम से कम हाथ मिलाया करो
Bas Ek Shaks Aisa Ho Jo Toot Kar Wafa Kare,
Haath Uthaye Jab Bhi Wo Mere Liye Dua Kare,
Tanha Baithe Hum Kahi Jo Gum Khayalo Mein Usko Dikhe,
To Aankh Meech Kar Meri Wo Pichhe Se Hasa Kare....
Bhigi Palko Ke Sath Ankhe Num
Thi, Zindagi Unse Shuru Unhi
Par Kahtam Thi, Wo Ruth Kar
Dur Chle Gaye Humse, Shayd Unhe
Laga Ki Hume Unse Mohbat Kam Thi.
Jaadu Unka Chalne Laga Hai Hum
Par, Haq Unka Badhne Laga Hai
Hum Par, Jabhi Aata Hai Unka
Khayal Mushkura Dete Hai Hum,
Ab To Lagta Hai Aisa Ke, Ishq
Unka Chadhne Laga Hai Hum Par.
सुन :loudspeaker: मेरी :heart_eyes: जान, तू :princess: कितना भी Fb :iphone: पे Cυтє, ѕωєєту, Aиgєℓ:relaxed: नाम रख ले, पर हमारे :sunglasses: लिए तो तू :princess: हमारी प्यारी सी पगली :girl: ही रहेगी...
Kisi Ko Yaad Nahi Aati Koi Yado Me Rota Hai,
Kisi Ko Need Nahi Aati Koi Raat Din Sota Hai,
Sazaa Hamesa Ek Ko Hi Kyon Milti Hai,
Jabki Kasoor To Ek Ka Nahi Dono Ka Hota Hai.
Saza Labon Se Apne Sunayi To Hoti
Rooth Jaane Ki Wajah Batayi To Hoti
Bech Deta Main Khud Ko Tumhare Liye
Kabhi Kharidne Ki Chahat Jatayi To Hoti...iii
Aaj Bhi Dil Mein Hai Ek Feedback About,
Dil Mein Hai Pyar Ka Gham Be-Shumar,
Pata Nahi Yeh Dil Magar Kuch Keh,
Kisi Ke Liye Iss Dil Mein Hai Bahut Romance.