• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ye Din Ye Lamhe Yuhi Guzar Jayenge, Shayad Hum Dost Bichad Jayenge, Naraaz Na Hona Aap Humare Shararto Se, Ye To Wo Pal Hai Jo Aap Ko Aksar Yaad Aayenge....!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lamhe Ye Suhane Saath Ho Na Ho, Kal Me Aaj Jaisi Koi Baat Ho Na Ho, Aapka Pyar Hamesha Is Dil Mei Rahega, Chahe Poori Umar Mulaqat Ho Na Ho.. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shikwon Shikayaton Me Zndgi Beeta Dali Pas Sab Kuch Tha Firbi Reh Gayi Jholi Khali Reit Ki Tarah Waqt Mutthi Se Fisalta Hi Gaya Jab Ehsaas Hua Waqt Ne Hi Daga De Dali..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जब आँख खुले तो धरती हिन्दुस्तान की हो: जब आँख बंद हो तो यादेँ हिन्दुस्तान की हो: हम मर भी जाए तो कोई गम नही लेकिन; मरते वक्त मिट्टी हिन्दुस्तान की हो।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ehsaas Bahut Hoga Jab Hum Chhod K Jayege, Royenge Bahut Magar Aasu Nahi Aayenge, Jab Saath Na De Koi To Aawaj Hume Dena, Aasma Per Bhi Honge To Lot Aayenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Paar Lagti Rahegi Haar Daur Mai Pabandi, Ek Aashiq Ki Watt Lagwane Ki Zarurat Kya Thi. Maan Lo Agar Ye ek tarfa Mohabbat Thi Too Phir Bhootni ! Mujhe Dekh Kaar Muskraane Ki Zarurat Kya Thi........
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Intzar ki aarzu ab khogayi hai, Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai, Na sikwa raha na shikayt kisi se, Agar hai to ek mohbbat, jo in tanhayion se ho gayi hai..! . . . . . Friend ap ko meri shairy kaysi lagi plz mujhe mere number par msg ya call kr ke zarur batayen. Thanx...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hatho Ki Lakiro Par Aitbaar Kar Lena Bharosa Ho To Hado Ko Paar Kar Lena Khona-pana To Nasib Ka Khel Hai Dil Jise Apna Le Usise Pyar Kar Lena.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Mohabbat Ko Palko Pe Sajayenge; Hum Mar K Bhi Har Rasm Nibhayenge; Dene Ko To Kuch Bhi Nahi Hai Mere Paas; Magar Teri Khushi Mangne Khuda Tak Bhi Chale Jayenge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Saath Hone Ka Ehsas Kuch Alag Hi Hota Hai Pyar Se Mujhse Ladne Ka Andaz Kuch Alag Hi Hota Hai Kuch Pal Khafa Rehna Phir Maan Jaana Bada Acha Lagta Hai Tumhara Saath Aur Hathon Me Haath Bada Acha Lagta Hai Jab Chale Jaate Ho Door Toh Sab Adhoora Lagta Hai Indra Dhanus Ke Rang Bhi Phike Lagte Hain Shayad Meri Duniya Ke Sab Rang Aap Se Hain Aap Se Duniya Ka Mela Aur Aap Hi Se Bagh Mehak Te Hain Aap Jo Nahi Toh Veerane Dehak Te Hain Shamshan Se Zindagi Aur Mout Ka Saaya Dikhte Hain Aap Ki Ek Jhalak Zindagi Hone Ka Ehsaas Hai Doobte Suraj Ki Jaise Miti Pyaas Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai, Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai, Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Zindagi Ka Koi Sahara Nahi Hai Is Jahaan Mein Koi Humara Nahi Hai Thamaa Jo Un Ka Daaman To Wo Hans Kar Bole Dost Ye Daaman Tumhara Nahi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabi Tum Mere Kareeb Aakar Dekhna Aise Nahi Zara Aur Paas Aakar Dekhna Kitna Pyar Hai Hume Tumse Ek Baar Hume Apne Seene Se Lagakar Dekhna..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har dard ko mitana muskil hota hai, Gujri yaado ko bhulana muskil hota hai.... Aur bato ko to hum bula sakte hai, Magar pahale pyaar ko bulana muskil hota hai.. My love barsha
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Love Is Cool Like The Dew And It Is Sweet When Its New I See So Many Beautiful People But Real Frnds Are Few Searched Near And Far But Could Not Find Anyone Special All That Changed When I Fell In Love With U..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Classic Words Mohabbat Kisi Aise Shakhs Ko Talah Nahi Karti Jis K Sath Raha Jaye Mohabbat To Aise Shakhs Ko Talash Karti Hai Jis K Baghair Na Raha Jaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere ishq ka ye kitna haseen ehsaas hain, Lagta hai jaise tu har pal mere paas hain, Mohabbat teri deewangi ban chuki hai meri, Aur ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS