• Categories
  • Sad SMS   192
  • Na dard aur na dard ka ehsas hota tha, vo shaks jb kbi mere paas hota tha, ab dard to hai pr ehsas nhi hai kyunki vo ab mere paas nhi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Bina Bataye Usne Na Jaane Q Ye Duri Kar Di, Bichad K Usne Mohabbat Hi Adhuri Kar Di, Mere Mukaddar Me Gum Aye To Kya Hua, Khuda Ne Uski Khwaish To Puri Kar Di…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ashqon Ke Rang To Mere Aaj Bhi Feekey Hain, Tanhai Mein Bhi Jiney Key Kuch Tareekey Hain, Eik Waqt Aisa Nahi Hota Ke Bhool Jaayen Tujhe, Bas Muskaraney Ke Bahane Maine Bhi Seekhey Hain, Hamney To Andheron Me Jalney Ki Kasam Khayi Hai, Aur Harwaqt Teri Yaadon Ke Ujalon Me Bhi Bheegey Hain, Ek Tum Hi To Kahin Nahi Jaatey Merey Dil Se Nikal Kar, Pehle Tum Aatey Ho Dil Mein, Aur Dhadkane Peeche Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Dard E Dil Ne Dekho Kitne Gham Jhele Hain Mere Masoom Dil Mein Zakhmo Ke Kitne Mele Hain Mehfilon Ki Khwahish Thi Mujhe Dekho Zindagi Mein Aaj Hum Kitne Akele Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Jo Maine Hai Likha Usey Bhi Dikhana, Pata Chale Usey Ek Tha Uska Bhi Deewana, Uski Hassi Ne, Nazar Ne, Mujhe Kiya Tha Deewana, Ab Muskil Hai Ussey Bhula Pana…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • मेने उससे कहा .............
    छोड़ दो या तोड़ दो मुझे ...
    उसने हंस कर मुझे गले लगाया ओर कहा
    छोड़ रही हु आज तुम्हें
    टूट तो तुम खुद जाओगे ..................
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS , Break Up SMS
  • Peena Chahu To Zehar Nahi Hai Dubna Chahu To Lehar Nahi Hai Marna Chaha Jab Uski Yaad Mein To Maut Bhi Hans Kar Boli Ja Abhi Teri Umar Nhi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai, Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai, Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki, Us Se Jayada Teri Judai Mili Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Baar Baar Dil Par Jakham Kab Tak Sahun Main, Sah Sahkar Yeh Sitam Kab Tak Chup Rahu Main, Jaante Hain Zamane Waale Mere Halat Sabhi, Chahiye Jakhmon Ki Dawa Yeh Kis Se Kahun Main….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Unki Chahat Mein Dil Majbur Ho Gaya Dard Dena Unka Dastoor Ho Gaya Kasur Unka Nahi Maera Tha Maine Chaha Hi Itna Ki Unko Apne Aap Per Garoor Ho Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Abhi Khawab Se Jaga Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai, Tere Hi Tasavaur Se Rangeen Meri Zindgi Ho Gai, Tanhai Me Guzar Jayegi Ye Zindgi Hamari, Ek Hosla Mila Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai, Shayad Maut Bhi Khafa Hai Mere Is Naseeb Se, Dum Nikal Hi Rha Tha K Teri Yaad Aa Gai, Tujhko Bhul Jayenge Na Lenge Tera Naam, Ye Faisla Kiya Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koe mila hi nahi jis ko wafa date. Her ik ne dokha diya kis kis ko saza dete. ye humara zarf tha k khamosh rahe dastan sunate to mehfil ko rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Pyar Jab Milta Nahi To Hota Q Hai, Agar Khwabo Me Wo Aaye To insan Sota Q Hai, Jab Yahi Pyar Aankho k Samne Kisi Or Ka Ho Jaye, To Dil itna Rota Q Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Halaton Ne Unhe Itna Majboor Kar Diya, Ke Lachar Hoke Wo Gamo Me Doob Jane Lage, Jinhe Thi Har Kadam Mere Sath Ki Aadat, Meri Duniya Se Aaj Wahi Door Jate Rahe, Zamane Ki Janjeeron Se The Hum Jakde Is Kadar, Samne Hi Mere Gair Unki Maang Sajate Rahe, Meri Zindagi Ab Kisi Aur Ki Amanat Bani, Ek Hum Hi The Jo Ispe Bhi Mahfil Me Taali Bajate Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS