• Categories
  • Sad SMS   192
  • Zubaan Khamosh Ankhon Mein Nami Hogi Yahi Bas Ek Dastan-E-Zindagi Hogi Bharne Ko To Har Zakham Bhar Jayega Kaise Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi "ROKAR" Juda Hota Hai, . Koi "HASKAR" Juda Hota Hai, . Par, . Juda Hone ka "GUM" tab Hota Hai. . Jab, . Koi kisi ka "HOKAR" Juda Hota Hai....
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • मेने उससे कहा .............
    छोड़ दो या तोड़ दो मुझे ...
    उसने हंस कर मुझे गले लगाया ओर कहा
    छोड़ रही हु आज तुम्हें
    टूट तो तुम खुद जाओगे ..................
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS , Break Up SMS
  • Wo Kafan Tha Jo Daaman-E-Yaar Bana Firta Tha, Mera Beham Mere Andar Aeitbaar Bana Firta Tha, Kuchh Dikha Nahi Zamane Mein Siwaye Nafrat Ke, Ek Main Hi Tha Jo Dilo Mein Pyar Bana Firta Tha…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Abhi Khawab Se Jaga Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai, Tere Hi Tasavaur Se Rangeen Meri Zindgi Ho Gai, Tanhai Me Guzar Jayegi Ye Zindgi Hamari, Ek Hosla Mila Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai, Shayad Maut Bhi Khafa Hai Mere Is Naseeb Se, Dum Nikal Hi Rha Tha K Teri Yaad Aa Gai, Tujhko Bhul Jayenge Na Lenge Tera Naam, Ye Faisla Kiya Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai….
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kyun Teri Yaad Hume Satane Aayi Kyun Haq Chahat Ka Jatane Aayi Bhulna Chahte Hain Hum Jin Kasmo Ko Kyun Un Kasmo Ko Nibhane Aayi
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Jhukti Palke Udne Ko Major Hai Dil Mai Koi Baate Sayad Jarur Hai, Niharti Hai Bar Bar Tirshi Tere Nean Ek Palak Ne Dekho Tho Dil Ko Nahi Chain…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Mere Sakun Ko Lauta De Koi Dawa Bankar Mere Dard Ko Mita De Koi Jeene Ke Liye Mere Paas Kuch Nahi Marne Ke Liye Mohabbat Ka Bol Suna De Koi…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hum Jaante Nahi Kya Hua Hai, Aap Khush Rahein Bas Yeh Hi Dua Hai, Chahat Pal Do Pal Ki Khushi Thi, Aaj Yeh Saja Hai Saja Hai Saja Hai…..
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Zindagi jiyo toh jarurat ke mutabik Kabhi bhi khawaisho ke mutabik nahi kyuki jarurat toh fakeero ki bhi puri ho jati h Aur khawaisho ameero ki bhi aduri rah jati h
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Chalo Jaan Dene Ki Zidd Na Karenge, Zulfo Me Unki Zindgi Basar Karenge, Par Jao Ja Kar Unko Koyi To Samzao, Kisise Muhabbt Ka Iqrar Na Karenge…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko Chalega Mehfil Mein Jab Zikr Hamara Koi To Tum Bhi Tanhai Dhundoge Aansu Bahane Ko
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Maa Teri Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao, Thak Gaya Hoon, Mujhe Apne Aanchal Mein Sulao, Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Mein Mere, Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ye Jhuth Hai Ki Mujhe Pyar Kiya Hai Tune Per Zindgi Ko Meri Barbaad Kiya Hai Tune Main Bada Chaahne Wala Tha Tera Dhokha Jise Sare Bazaar Diya Hai Tune…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता;
    रोता है दिल जब वो पास नहीं होता;
    बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में;
    और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता…!!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad SMS , Sad - Bewafa SMS
  • Unki Mohabbat Ke Nishan Abhi Baki Hain Naam Lab Per Hai Aur Jaan Abhi Baki Hai Kya Hua Agar Dekh Kar Munh Fer Lete Hain Tasalli Hai Ke Shakl Ki Pehchan Abhi Baki Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS