• Categories
  • Sad SMS   192
  • Gamon Ki Barsat Samete Baitha Hoon Kisi Bewafa Se Dhokha Khaye Baitha Hoon Jane Kab Dega Uperwala Mujhe Maut Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Baitha Hoon…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Aaj phir tumse milne ko dil chahta hai. Pass baith ker bate kerne ko dil cahta hai. Itna hasin tha unka ansu pochneka andaj. Ki aaj phir rone ko dil cahta hai.
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kab Dursro Ka Sath Nibhate Hain Log Aansu Ki Tarah Bichad Jate Hain Log Wo Zamaana Aur Tha Gairon Ke Gham Mein Jab Rote The Log Ab To Apno Ko Rulakar Muskurate Hain Log…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete Har Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza Dete Ye Hamara Zarf Tha Ke Khamosh Rahe Warna Daastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Dete..ii
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi Rasta Nahi Dua Ke Siva Koi Sunta Bhi Nahi Khuda Ke Siva Maine Zindagi Koi Kareeb Se Dekha Hai Dost Muskil Mein Koi Sath Nahi Deta Aansu Ke Siva
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kabar me dafnaate hi, Sare rishte tut jate h Chand dino mein apne Apno ko bhul jate h Koyi nahi rota umar Bhar kisi ke liye Waqt ke sath aansu Bhi sukh jate hain
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • तुम्हारी याद में रो रो :cry: कर हमने कई रातें :crescent_moon: निकाली और तुम कहते हो तुम्हे तो मेरी याद:bow: ना आई!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Whatsapp Status , Sad SMS
  • aadon Ki Mehfil Sajaye Rakhna, Mere Liye Hansi Banaye Rakhna, Kab Kise Waqt Apna Bana Le, Isliye Milne Ki Aasha Dil Me Jalaye Rakhna…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Mujhe kehna nhi ata. K tum binjeena nhi ata. Jo dard tum denachahtey ho mujhey sehna nhi ata. Tum to reh Lo gay sath kisi aur kmgr. Mai kya krun k mujhe KISI or ksath rehna nai ata. Tum to waaqif hoAndaz.e.Guftugu se. Mujhey to baatkrney ka salika b nhi ata. Tum to jeetjatey ho Larr jhagar kr b. Dekhomujhey to Larna b nhi ata. Tum tokhush reh lo gey merey bin. Dekhotumhare bin to mujhey Jeena b nahiata.!!!
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kyun Teri Yaad Hume Satane Aayi Kyun Haq Chahat Ka Jatane Aayi Bhulna Chahte Hain Hum Jin Kasmo Ko Kyun Un Kasmo Ko Nibhane Aayi
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Os Ki Boonde Hain Ya Aankho Mein Nami Hai Na Upar Aasmaan Hai Na Niche Zameen Hai Jaane Ye Kaisa Mod Hai Zindagi Ka Apki Zarurat Hai, Aur Apki Hi Kami Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • “Mujhe itna Niche na girana, Mere malik ki main pukaru aur Tum sun naa paao, Aur Utna upar bhi na uthana ki koi Pukare aur main sun na paau”
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Tere Fareb, Teri Soch Se Nikal Jayunga Kisi Udaas Sham Mein Dhal Jayunga Tera Hona Itna Zaroori To Nahi Hai Main To Yaadon Ke Khilono Se Behal Jayunga
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Char Dino Ki Chahat Mein Umar Bhar Ka Intezar Hai, Mohabbat Ek Aisi Majburi Hai Jisme Sab Lachar Hain, Juda Nahi Kar Sakti Ab Maut Bhi Mujhe Teri Yaadon Se, Aur Ek Zindagi Hai Jo Har Pal Tere Liye Beqarar Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Har Sagar Ke Do Kinare Hote Hain, Kuchh Log Jaan Se Bhi Pyare Hote Hain, Yeh Jaruri Nahin Ke Har Koi Pass Ho, Kyonki Zindagi Mein Yaado Ke Bhi Sahare Hote Hain…
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Jab chote the hum to jor se rote the Jo pasand hota tha us paane ke liye Aaj bade hai to chupke se rote hain Jo pasand hain use bhulane ke liye
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS