Man me aaya socha kuchh Alfaz
likhne baithta hu,
Kisi ki bewafai ka intkam likhne
baithta hu,
Duniya walo ko bhi Mahsus ho dard
Mera,
Isliye Socha ek dard bhari kitab
likhne baithta hu...
Thukra ke usne mujhko,
kaha ki muskuraao!
Maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha.
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
Usne khoya wo jo sirf usi ka tha...
सुनो :ear_tone1:तेरे :bride_with_veil_tone1: नाम के नीचे :arrow_heading_down: ऑनलाइन आना क़सम से धड़का :heartbeat: देता है मेरे :sunglasses: दिल :heart:को...