Hm Aksar Un Logon Ko Ignore Kr Dete H Jo Dil Se Hmari Care Krte H:cold_sweat:....aor Hmesha Unse Attach Ho Jaate H Jo Sirf Dikhaava Krte H!!:smirk::broken_heart:
जब तेरी ररहमतों पर मेरी नज़र जाती है;
ऐ खुदा! मेरी ये दो आँखें फिर भर आती हैं;
तू दे रहा है मुझे हर चीज़ इस कदर;
कि हाथ दुआ में उठने से पहले ही झोली भर जाती है...
Meri Sari Galtiyo Ko Wo Maaf Karti Hai
Bahot Gusse Me Hokar Bhi Pyar Karti Hai
Uske Honto Pe Hamesha Dua Hoti Hai
Aisa Karne Wali Sirf Hamari MAA Hoti Hai
Arz kiya hai
.
Ek din wo bewafa aai meri kabar par
aur diya bujha kar chali
.
Wah wah
.
Ek din wo bewafa aai meri kabar par
aur diya bujha kar chali gayi
.
.
Baki bacha tha jo tail wo bhi balo me
laga ke chali gayi