apni aankhon ka Ek hlki c jhlk de do
whats app pr apni pyari c tsvir de do.
jidd na krenge aapse un dekhne ka aapko
pr aap v n krna jidd ek photo ke liye.
Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain,
aur fir se wapas laut jati hain,
samjh nahi ata ke wo kinaro se bewafai karti hain ya
phir laut ke samandar se wafa nibhati hain..
Nasha Mohabbat Ka Ho,
Sharaab
Ka Ho Ya Whatsapp Ka Ho
Hosh Teeno Me Khoo Jaate Hain
Fark Sirf Itna Hai Ki...
Sharaab Sulaa Deti Hai
Mohabbat Rulaa Deti Hai
Aur
Whatsapp Yaaron Ki Yaad Dilaa
Deti Hai...!!
Me नहीं जानता Kエ :heart_eyes: क्या Googlε हैं, क्या Facεbook हैं, Mε :kissing_heart: तो बस エtna जानता हूँ :sparkling_heart: Tuღ मेरे Wんatsapp हो, और Mε तुम्हारा Status हूँ.
Kagaz Pe Hum Ne Zindagi Likh Di,
Ankhon Se Seench Kar Apni Har
Khushi Likh Di, Dard Jab Hum
Ne Utara Lafzon Main, Zamanae
Ne Kaha Wah Kia Ghazal Likh Di...