मेरी हर खुशी हर बात तेरी है,:kissing_heart: साँसों मे छुपी ये हयात तेरी हे,:heart_eyes: दो पल भी नही रह सकते तेरे बिन,:heartbeat: धड़कनो की धड़कती हर आवाज़ तेरी है..:sparkling_heart::kissing_heart:
1) A beautiful dress can change the personality but beautiful behavior can change the Life!!
2) Live life to express NOT to IMPRESS
3) Success always hugs you in private… but failure always slaps you in the public ! that’s life.
4) Kash Takdeer Bhi Hoti julfo Ki Tarah,
Jab Jab Bikharti, tab tab Sawaar Lete
5) Such bolta hu toh rishte toot jate hain
Aur Jhut kahta hu to khud toot jata hu
6) भूखा पेट, खाली जेब, और झूठा प्रेम -
इंसान को जीवन में बहुत कुछ सिखा जाता है।
Dosti ne pyar se pucha.
.
Tu insan ko kya deti hai..
.
Pyar ne kaha..
Mein pyar dekar phir gehre
zakham de jati hu.
.
Phir pyar ne pucha..
tu insan ko kya deti hai..
.
Dosti ne kaha..
Jaha tu pyar k bad gehre zakham dejati hai.
Waha mein dosti bankar use
marham deti hu.. . . !
1)
Mann wo safed kapda hain jise jis rang me,
Dubo doge us par wahi rang chadh jayega..
2) Apni aatma ko khokar sansaar mat paao,
Apki buddhi sone or chandi se kahi behtar h
3)
Dhan khokar agar hum apni aatma ko pa sake,
Toh yeh koi jara sa bhi mahenga sauda nahi h
4)
Duniya ke sare raste sidhe h
Muskil to unhe hoti hain
Jinki chaal hi tirchi hain
5)
Kisi bhi samasya ko dekhne ka,
Sabse acha angle “tri-angle” hai
1) Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib
Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aaye…
2) Tere na hone se zindagi mein bus itni si kami rehti hai,
Main chahe lakh muskurau in ankho mein nami rehti hai…
3) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo….
Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti…
4) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain
5) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..
samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se