Choti si baat pe log rooth jaate hain,
Haath unse anjaane mein chut jate hain,
Kehte h bada najuk h apnepan ka Rishta,
Esme haste haste bhi dil toot jate he.
1) Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib
Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aaye…
2) Tere na hone se zindagi mein bus itni si kami rehti hai,
Main chahe lakh muskurau in ankho mein nami rehti hai…
3) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo….
Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti…
4) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain
5) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..
samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se
Maηte Hai Hum Har Baat Kehηi
Zaruri Nahi HOti,,,,,,,,,
.
Lekiη Har Baat AηkhOηSe Puri Ni
HOti,,,,,,,,
. Dil Kahe To Raaz Khol Do
Kyunki,,,,,,,,,
.
Izhaar Ke Bina Mohabbat Puri Nahi
HOti...
आँख से अंधे को दुनिया नहीं दिखती.
काम के अंधे को विवेक नहीं दिखता.
मद के अंधे को अपने से श्रेष्ठ नहीं दीखता.
और
स्वार्थी को कही भी दोष नहीं दिखता.
:-चाणक्य.
शुभप्रभात आपका दिन शुभ और मंगलमय रहे.