Koi tumhe bhool jaye to kya
karoge..............!!!
sari yaden mitt jaye to kya
karoge............!!!
kisi ko chhodne se pehle ye
soch laina...........!!!
koi agar tumhe chhod jaye to
kya karoge............!!
Dosti ne pyar se pucha.
.
Tu insan ko kya deti hai..
.
Pyar ne kaha..
Mein pyar dekar phir gehre
zakham de jati hu.
.
Phir pyar ne pucha..
tu insan ko kya deti hai..
.
Dosti ne kaha..
Jaha tu pyar k bad gehre zakham dejati hai.
Waha mein dosti bankar use
marham deti hu.. . . !
1) हर बार हम पर इल्ज़ाम लगा देते हो मोहब्बत का,
कभी खुद से भी पूछा है इतने हसीन क्यों हो।
2) Every love story is beautiful but ours is my favourite.
3) When the angels ask what I most loved about life, I’ll say you..
4) Jee karta hai muft me hi use apni jaan de du,
Itne masoom kharid’dar se kya len-den karna…
5) Mat pucha karo mujhse ki tum mere kya lagte ho
Dil k liye dhadkan zaruri h, or mere liye tum….!!
मेरी हर खुशी हर बात तेरी है,:kissing_heart: साँसों मे छुपी ये हयात तेरी हे,:heart_eyes: दो पल भी नही रह सकते तेरे बिन,:heartbeat: धड़कनो की धड़कती हर आवाज़ तेरी है..:sparkling_heart::kissing_heart:
Tum Ho To Sub Silsilay Achhe Lagte
Hain...
Mujhe Tumhare PYAR k Gilay Achhe
Lagte Hain...
Bohot Door Tak Jana Magar Lout
Aana...
Mujhe “Tum Se Tumhi Tak" k Faasle
Achhe Lagte Hain...!!!!
1) Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib
Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aaye…
2) Tere na hone se zindagi mein bus itni si kami rehti hai,
Main chahe lakh muskurau in ankho mein nami rehti hai…
3) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo….
Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti…
4) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain
5) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..
samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se