Boy Called Customer care
A girl picked up the phone
Girl: ........customer care mein aapka swaagat hai
Boy:thank u
Girl: mai aapki kya sahaayta kar sakti hu??
Boy :kya aap shaadi karna chahti hai mujhse??
Girl: jee aapne galat number laga diya hai
Boy :nai nai maine sahi number lagaya hai, aap shaadi karengi?
Girl: jee mai shaadi mein interested nai hu
Boy:arre madam sun toh lijiye ek baar
Girl: not interested
Boy :love marriage karengi toh honeymoon mein switzerland, arrange marriage karengi toh paris
Girl: jee mai aapse shaadi karna hee nai chahti toh aap offer kyu de rahe hai??
Boy :court marriage ka expense 10,000rs
Normal wedding ka expense 2,00,000rs
Muslim style wedding mein sirf 200rs
Girl: aapko samajh nai aata ki mujhe shaadi nai karni fir bhi aap samajte nai
Boy :ab pata chala madam aapko humara dard, jabki hume nai interest hota phir bhi aap naye naye offer ke naam per baar baar call karti rehti hai.
Customer care Girl shocked, Boy rocked
Police: Hume Aapke Ghar Ki
Talaashi Leni Hai,
Suna Hai Aapke Ghar Me Visfotak
Saamagri Hai..?
Sawmartinant: Khabar To Bilkul Pakki Hai,
Par Abhi Wo Maayke Gayi Hui Hai!
Sawmartinant: If u have black eyes then ur name is "Babe"
Sawmartinan : If u have black eyes then ur name is "Babe" Sanyogita : Wo kaise? Sawmartinant : Yeh kaali kaali aankhein, "Tu Babe"
गर्लफ्रेंड : मैं अपना पर्स घर पर भूल आई, मुझे 1000 रुपये की जरूरत है। . . बॉयफ्रेंड : कर दी न छोटी बात, पगली यह ले... . . 10 रुपये। अभी रिक्शा करके घर जा और पर्स ले आ। गर्लफ्रेंड बेहोश :grinning::grinning:
Madam (boy se)- kaha h copy..?
kahan h pen?
boy- jabse tumhe dekha..
kya copy kya pen?
.
Tere mast-mast 2 nain,
mere dil ka le gye chain,
gayab h copy or kho gye pen!
Ek Aadmi ne Bhopali Chacha se puchha:
Ammaa yeh Valentines Day aa riya hai..
Chacha bole: Haan miya, suna to hai
Bhatije ne puchha: Jaante hain inke baare mein?
Chacha bole: Haan miya, Kahin koi baba the, ladkiyo ko fool bantate rete the..
Ek din unki begum ne dekh liya, phir to miya unne belan se wo sutaayi lagaayi, ki baba Taiii bol gaye!
Marte marte biwi se gujarish ki.. “Belan Taang De”! Logo ne samjha.. ‘valentine day’!
Bas tabhi se log iss din ko Valentines Day kete hain, aur baba ki yaad mein fool bantate rehte hain!!
1 Baar 1 Ladka 1 Ladki Se Bahut Pyar Karta Hai. .
.
Wo Ladka 1 Din Himmat Karke UsLadki
Ke Pass Jaakar Bolta Hai
.
Boy :- Hi..
Girl :- Hi..
Boy :- How are you?
Girl :- I am Fi9 and you?
Boy :- Me too Fi9..
.
Mujhe tumse kuchh kehna tha
Girl :- Haan Bolo......
Boy:-I likeu do u like me
Girl:- yes, no, yes, no....
Boy:- I Love You Very Much..
You are MyWorld.
Girl :- sorry I hate u u u u
Ladka Rone lagta hai aur
wahan se chala jaata hai...
.
Ladki Use Ignore Karke 2 dino baad
Study ke liye wahan se Lahore Chali jaati hai..
.
Ladka Uski Yaad me man hi man me udaas Rahne laga,
.
par duniya ke samne joothi muskan
liye man hi man me us ladki ki yadme
hi rahata tha, 24 Hours us ladki ki yaado me duba rehta..
.
1 Din uska friend uske ghar aata hai.
Jab use maloom hua ki uske friend ke
haalat us ladki ke na kaaran ke waja se hui to usne usse puchha
.
Frnd :-"Jab Wo TumHe PyaR Nahi Karti
to tum use kyu pyar karta hai?
tumhe world me aur koi chahne wali mil jaayegi.
.
"Tab Ladke Ne Jo Answer Diya,
Usse uski frnd Ki aankhe niche ho gayi..
Ladke Ne Bola :-
.
"HASEEL KARKE TO HAR KOI PYAR KAR SAKTA HAI
MAGAR
KHOKAR BHI KISI KO CHAHNA HI ASLI PYAR HAI.
"आज का सबसे अच्छा व धांसू मैसेज"
कोई नवाज शरीफ को समझाओ :
कि जब मोदी के कहने पर पूरे देश ने झाडू उठा ली।
अगर बन्दूक उठाने के लिऐ बोल दिया तो???
एक ही दिन में पाकिस्तान में कोई लाश उठाने वाला भी नही बचेगा।
ये मैसेज इतना फारवर्ड करो कि पाकिस्तान मे बैठे नवाज शरीफ के पास पहुॅच जाये
भाईसाब ???? दिल :broken_heart: तो तब टूटता है :confounded:, जब आप :sunglasses: किसी शादी :sparkles::couple_with_heart::sparkles: में जाओ और ढंग की लड़की :woman: ना दिखे.
Me :Mujhe apki beti se shadi karni hai
Her dad : Tumhari salary meri beti ke liye toilet paper bhi afford nahi kar sakte..
Me: Agar itni hugti hai to rehne do tongue emoticon tongue emoticon
चीते की चाल :tiger2: बाज की नजर और Student :sunglasses: Ki पढ़ाई :books:.. पर संदेह नहीं करते........ कभी भी Top कर सकते हैं , सिर्फ मस्तानी :woman:बीच मे नहीं , आनी चाहिये..