तिजोरी पर लिखा था- तोड़ने की जरूरत नहीं, बटन दबाओ खुल जाएगी।' . . बटन दबाते ही पुलिस आ गई. . पुलिसः तुम्हें अपनी सफाई में कुछ कहना है? :unamused::unamused: , , , , , चोरः मां कसम, आज इंसानियत पर से विश्वास उठ गया! :cry::cry: :joy::joy::joy:
New Year Tha To Sab 25 Din Pehle Wish Karne Lage....
6 Din Baad 26 JAN Hai, Par Koi Msg Nahi...
Sharam Aati Hai Sab Pe... :3
Any ways....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Happy Valentines Day In Advance. <3
ग्रुप के सभी सदस्य से निवेदन है कम से कम एक पोस्ट तो रोज करे।
ताकि हमें ये पता चले की आप का नेट चालू हे।
और पोस्ट ना करने की दिशा मै ये समजा जायेगा की घोडा तो ले आये पर घास के पैसे नहीं........
"आज का सबसे अच्छा व धांसू मैसेज"
कोई नवाज शरीफ को समझाओ :
कि जब मोदी के कहने पर पूरे देश ने झाडू उठा ली।
अगर बन्दूक उठाने के लिऐ बोल दिया तो???
एक ही दिन में पाकिस्तान में कोई लाश उठाने वाला भी नही बचेगा।
ये मैसेज इतना फारवर्ड करो कि पाकिस्तान मे बैठे नवाज शरीफ के पास पहुॅच जाये
कभी कभी ट्रैफिक देख कर मन करता है! काश मेरे पास बाइक की जगह "भल्लालदेव वाला रथ" होता! :joy::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_winking_eye:
Holi hai rango ka tyohar, holi ke is khas mauke ko yun hi na gavaiye. Kisi se apni mohobbat ka izhaar karne ka isse achha mauka bhala aur kya ho sakta hai…To apnaiye ye 5 rangeele upaay, aur rangon ke is tyohar ko hamesha ke liye yaadgar bana lijiye…
1. Use sirf hara rang hi lagao, hara rang sachhe pyar ki nishani hai.
2. Use jab rang lagao to uske saare chehre ko aise ghiso jaise usne kai saalon se nahi nahaya ho, use mehsoos hona chahiye ki tum kya batana chaah rahe ho.
3. Pehle use Chips, Gujhia, Bhang ke Pakore Dahi Bhalle ityaadi khilao, baad mein aisa rango jaisa aaj tak kisi ne na ranga ho. Khali pet rangoge to ishq ka asar kam hoga.
4. Use apni god mein uthakar paani ke toube mein phenk do. Aur jab phenko to use bhi lagna chahiye ki tumhare baajuon mein kitna dum hai.
5. Gaay ke gobar se holi khelo, hum vachan dete hain, uske baad wo tumhare saath jo karegi, tum use zindagi bhar nahi bhool sakoge. :P :D
Hai Mahashivratri Ka Ye Tyohar
Laye Har Chehre Par Muskaan
Sukh Aur Samridhi Ki Bahaar
Samet Lo Saari Khushiyan,
Apno Ka Saath Aur Pyar
Is Pawan Avsar Par,
Aap Sab Ko Mahashivratri Ka Pyar.
happy mahashivratri
Sara Jahan Hai Jiski Sharan Me,
Naman Hai Us Shiv Ke Charan Me,
Bane Us Shiv Ke Charano Ki Dhool,
Aao Mil Kar Chadhaye Hum Shraddha Ke Phool.
"HAPPY SHIVRATRI".
Shiv Ki Shakti, Shiv Ki Bhakti,
Khushi Ki Bahar Mile,
Shivratri ke Pavan Avsar Par,
Apko Zindagi Ki Ek Acchhi Nai Shuravat Mile,
Happy Manashivratri
om me hi astha
om me hi vishwas
om me hi shakti
om me hi sara sansar
om se hoti hai achchhe din ki suruwaat
bolo om namha shivay
HAPPY SIVRATRI
JAY BHOLENATH.
Shivratri blessings to you and your family.
May the almighty Lord Shiva bless you all
with good things and perfect health.
May Lord Shiva grant you a handsome and
decent match this year and
may you live happily
Shivratri ke is pawan parv par
safalta ka damru sadev aapke oopar bajta rehe.
Wishing you all a very happy Mahahivrati.
God bless you all with lots and lots of happiness,
your wishes will be accomplished.
Om Namah Shivay
तू छोड़ दे कोशिशें
इन्सानों को पहचानने की...!
यहाँ जरुरतों के हिसाब से
सब नकाब बदलते हैं...!
मेरे बारे मे कोइ राय
मत बनाना गालिब,
मेरा वक्त भी बदलेगा,
और तेरी राय भी ।
Gaanv Ke Ek Church Ke Gate Pe Likha Tha: “Jo Paap Kar Ke Thak Gaye Hai Wo Meri Sharan Main Aajao”
Ek Din Waha Se Ek Callgirl Nikli Aur Usne Wo Padha.
Agle Din Usne Apna Mob No. Us Sentence Ke Niche Likh Ke Ek Line Aur Add Kar Di
“Jo Abhi Na Thake Ho Wo Meri Sharan Main Aajao“
Roy Movie Jokes
Aaj release ho rahi hai...... ROY
Kal hai valentines which is known by every girl and...... BOY
Parso hai Ind vs Pak match which will bring for everyone entertainment and........ JOY
Kabhi kabhi aata hai aisa weekend to .........ENJOY
Phir narso aa jaayega monday.......hey prabhu aavu kem ........HOY
������
आवश्यकता है...........
सीधी भर्ती......
लड़के / लड़कियों की !
धान काटने व ढोने हेतु-
-योग्यता =10/ 12/B.Com/B.Sc/BA/MAफ़ेल / पास सब चलेंगे ,,
नौसिखिये भी आ सकते हैं ।
साथ मे लायें = खेत मे कार्य करते हुये दो फोटो , और राशन कार्ड की फोटो कोपी,
वेतन = कार्यानुसार,
सुविधायेँ = चाय, बीड़ी , एक टाईम खाना।
नोट::हसिया साथ लेकर आए।
Police: Hume Aapke Ghar Ki
Talaashi Leni Hai,
Suna Hai Aapke Ghar Me Visfotak
Saamagri Hai..?
Sawmartinant: Khabar To Bilkul Pakki Hai,
Par Abhi Wo Maayke Gayi Hui Hai!