Aaj Subha Maine Newspaper Mein
Padha Ki: “Doston Ke Saath WhatsApp
Karne Se Sabse Jyada Time Waste Hota
Hai.”
To Aaj Se.....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Newspaper Band.
Sala Doston Pe Ungli Uthata Hai ....!
Hit LIKE For Friendz
Ladies driving:D
Doctor to injured patient :
Jab car ek lady chala rahi thi to tumhe road se dur chalna chahiye tha na?
Patient:
Kaun sa road ?
Main to Garden mein leta hua tha...!=))
गर्ल:- मैं तुम्हारे लिए आग पे चल सकती हूँ…
नदी में कूद सकती हूँ…
लड़का:- लव यू जानू..
क्या तुम मुझे अभी मिलने आ सकती हो…
.
.
गर्ल:- पागल हो क्या इतनी धूप में…
Girl To Boy (in Party):
Excuse Me!
.
.
Boy: Yes ?
.
…
.
Girl: Mere ek Hath Mein Plate
Hai or ek Hath Mein Glass,
I Can’t Use Them..
Kya Aap Mere Face Par Se ek
Cheez Hata Sakte Hain?
.
.
Boy (Very Happy): Ge
Boliye Kya Hataana Hai ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl: Apni Kutte Jaisi Nazarein
A Boy Call her Ex girlfriend,
Boy: hey i just saw a movie,
It reminded me of you, Miss you,
.
.
Girl: Awwww, Even i miss you too,
.
.
Konsi movie dekhi?
.
.
.
.
.
Boy: Ek thi Daayan
Ladki wale(ladke se): Beta kya kerte ho…?
Ladka: jee, Chief administrator Hun.
Ladki wale (khush hokar): Kaun si company mein beta…?
Ladka: WhatsApp per 2 Groups aur Facebook per 3 Pages ka Admin hun.. :-P
Most Common Dialogues During Exam:
1. Saale kitna likhega..??
.
2. Abe zor se bol na kuch sunai nai de raha...
.
3. Madam I was asking for the eraser..
.
4. Bata na fattu koi nai dekh raha
.
5. Yaar ye chapter kab karvaya tha..??
.
6. Yar ek din or mil jaata to padh lete..
.
7. Lag gayi bhai aaj
.
8. Paper kisne set kiya hai.??
.
9. Paper kaisa tha..??
.
10. Dheet ko thora right main rakhna aur khud thora khisak ke beth... han abb dikhayi dee raha hai..
.
And The Famous one
.
11. Bhagwaan bus is baar paas kardo.. Maa Kasam.. next tym acche se padhayi karunga....
"WANTED "...
Ek Bar Jo Maine"Msg" Karna Shuru Kar Diya TO
uske baad to Main Apne "BALANCE" Ki Bhi Nahi sochta...
" DABBANG "...
Ham tumhare mobile me itne Msg karenge ki kanfuz ho jaoge ki konsa padhe aur konsa delet kare...
"READY"...
Duniya me tumhe sab se zyada msg sirf 3 log krenge:
i, me, and myself...
"BODYGUARD"...
Mujh par ek ehsaan karna mere msg mujhe forwd mat karna...
"KICK"......
Mere message mobile mein ayenge par samajh mein nahin
������
"Communication is the lifeline of any relationship.
When we stop communicating, we start losing our valuable relationships....
So disturb everybody we care....
Atleast once daily...��
Madam ordered a pizza..
Waiter: Mam should I cut it into 4 pieces or into 8?
Madam: 4 hi kar de, 8 khaaungi to Moti ho jaungi..������
Baap (Bahot Gusse me):”
Sharab, Cigarette,
Ladkiyan Ye Sab Tumhari Jaan
k Dushman Hain..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Beta (Proudly):” Jo Insaan Apne
Dushmano Se
Bhaag jaye..
Wo Mard Nahi Hota Papa..";):p