• Categories
  • Love Quotes SMS   174
  • Chaahenge Umar Bhar Hum Subah Sham Tumko Humne Bana Liya Hai Dil Ka Arman Tumko Mere Siva Kisi Par Nazarein-Karam Na Karna Sitam Koi Karna Bas Ye Sitam Na Karna Apne Dil Se Ye Pyar Kam Na Karna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Teri Har Subha Muskurati Rahe, Teri Har Saam Gungunati Rahe, Tu Jise Bhi Mile Iss Tarah Se Mile Ki, Har Milne Wale Ko Teri Yaad Satati Rahe...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Zindagi Ka Lutf Hai Mit Jaane Mein, Paane Mein Kahan Maza Lutt Jaane Mein, Main Sharabi Hoon Mujhe Pyar Maikhane Se, Maza Peene Mein Nahi, Peeke Bahek Jaane Mein.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Jan Ke Anjan Banna Achha Lagta Hai, Usko Apne Liye Pareshan Karna Achha Lagta Hai, Wo Karti Rhe Pyar Ka Iqrar Bar Bar, Aur Mujko Nadan Ban Ke Sunna Achha Lagta Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • ChanDni RaT Me Barsat Buri Lagti He DiL Me DarD Ho To Har BaT Buri Lagti He Wo Hum se Na MiLe To koi Gam Nhi Par Unki Gairo se Mulakat Buri Lagti He
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Kitna pyar hai tumse ye jan lo, Tum hi zindagi ho meri Is baat ko maan lo…. Tumhe dene ko mere paas Kuchh bhi nahi…. Bas ek jaan hai, Jab ji chahe maang lo……!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Aangan Mein Mere Aa Jao, Ab Na Yoon Tarsao, Tere Roop Ka Bhanvra Hoon, Prem Ras Pila Jao, Kyon Bhool Gayi Kasme Vaade, Saath Gujaari Raaton Ko, Aa Jao Bas Aa Jao Mujhko Aur Na Tadpao.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Aap Bewafa Honge Socha Hi Nahi Tha, Tum Bhi Kabhi Khafa Honge Socha Hi Nahi Tha. Jo Geet Likhe The Kabhi Pyar Par Tere, Vahi Geet Rusva Honge Socha Hi Nahi Tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Dekha Hai Jabse Tumko, Mera Dil Nahi Hai Basmein Jee Chaahe Aaj Tod Doon Dunia Ki Saari Rasmein Tera Haath Chaahta Hoon, Tera Saath Chaahta Hoon Baahon Mein Teri Rehna Main Din Raat Chaahta Hoon.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Voh Na Aaye Unki Yaad Aakar Wafa Kar Gayi, Unse Milne Ki Tammana Sukoon Tabah Kar Gayi. Ahat Huyi Socha Asar Dua Kar Gayi, Darwaza Khola To Dekha Mazak Humse Hawa Kar Gayi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ab Hum Kisi Ki Bhi Tamannaa Na Karenge Ab Raah Bhi Kisi Ki Dekha Na Karenge Mere Dard Se Vaakif Na Ho Jaye Mera Saya Ab Is Andhere Dil Mein Ujaala Na Karenge Aakhen Jali, Rooh Jali, Dil Jla, Jism Jla Deeya Umeed Ka Palkon Par Jalaaya Na Karenge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ulat Ke Reh Gayi Sab Tadbeerein Zamane Ki, Koshish Jab Bhi Humne Ki Kabhi Muskurane Ki. Aaj Voh Hi Dekhkar, Katrakar Gujar Jaati Hai, Kasam Jisne Khayi Thi, Umar Bhar Saath Nibhane Ki.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ho Na Saka Tu Mera Is Dunia Me Mgr Kash Mil Hi Jata Tu Jannat Me Agr Ho Nhi Skta Mera Khyal Sach Mgr Kash Badal Hi Sakta Insan Kismat Ko Agr.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Safina Dooba To Tab Na Khuda Yaad Aaya Zikre Wafa Hua To Veh Bewafa Yaad Aaya Vo Jiske Ishq Mein Bhool Gaya Tha Main Doonia Voh Kaafir Juda Hua To Khuda Yaad Aaya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Meri Khushiyon Ko Mitaane Par Tuli Hai Duniya Dekh Kar Mera Aashiyan Jaane Kyon Jali Hai Duniya Mere Hontho Par Tabssum Kya Sajne Lage Fir Purane Dushmano Ki Tarah Mujhse Mili Hai Duniya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Dil Ki Kitaab Me Gulab Unka Tha. Raat Ki Nindo Me Khwab Unka Tha. Kitna Pyar Karte Ho Jb Humne Pucha, Mar Jayenge Tumhare Bina Ye Jawab Unka Tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Bhul Jana Yaron Itna Aasan Nahi Hota, Zakhmon Ke Nishan Mitana Aasan Nahi Hota. Mana Ho Jisne Yaar Ko Khuda, Unko Chhor Jana Asaan Nahi Hota…
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Aaj Bhi Ek Sawaal Hai Dil Me Pyar Ka Gum Be-shumaar Hai Dil Me, Kuchh Keh Nahin Paata Yeh Dil Magar Kisi Ke Liye Bahut Pyar Hai Iss Dil Me.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Jo Meri Baat Ka Us Tak Asar gaya Hota Khuda Gawah Hai Chehra Utar Gaya Hota Ajab Qism Ki Shakal Ubhri Thi Lafzon Se Kitaab band Na Kerta To Dar Gaya Hota..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS